Ek Aadmi,
Khud Khusi Par Bhasan De Raha Tha:-
Khud Khusi Paap Hai,
Julum Hai, Gunah Hai,
Bujdili Hai, Pagalpan Hai,
Khudkhusi Karne Se Behtar Hai Ki ,
Aadmi Khud Ko Goli Maar Le…
Haste dilo me gham bhi hai,
muskurati aankhe kabhi nam bhi hai,
dua karte hai aapki hansi kabhi na ruke,
kyunki apki muskurahat ke deewane hum bhi hai…
Is din ke intzaar mein kabse baithe the hum
mili itni kushiyan ke bhool gaye sare gum
khuda kare ye bahaar yunhi bantti rahe
hum rahe na rahe whereincity ko shayri ki bahaar milti rahe.
: अर्ज किया है........... किसी को मोहब्बत में जुदाई ना मिले...वाह वाह..... वाह वाह..... किसी को मोहब्बत में जुदाई ना मिले...वाह वाह..... वाह वाह..... जो Group में मैसेज ना करे उसे ठण्ड में रजाई ना मिले...... :stuck_out_tongue_winking_eye::stuck_out_tongue_winking_eye::stuck_out_tongue_winking_eye: :smile::smile::smile::joy::joy::joy: Happy Winter
Zindgi ke safar ko lafzo mein piroya hai,
Apni har gazal ko dard mein bhigoya hai,
plz aaj wah wah na kehna,
kyun ki aaj fir ye dil kisi ki yaad mein roya hai
Wo Na Aaye Unki Yaadein Aakar
Wafaa Kar Gayi, Unse Milne Ki
Tamanna Sukoon Tabah Kar Gayi,
Aahat Hui Aisi Ki Socha Dua Asar
Kar Gayi, Khol Darwaja Dekha
To Majak Humse Hawa Kr Gayi.
Hamara Ishq Tha Hi Itna Saccha, ki Scooter Par Lagta Hi Tha Accha, Jab Milne Unse Jati Thi, To Scooter Par Hi Sapno Ka Ghar Banati Thi, Sara Din Delhi Ki Roads Par Scooter Chalta Tha, aur Hamara Ishq Us Scooter Par Hi Chalta Tha. Magar Un Pyari Batoon Mein Hum Iss Kadar Kho Jate They, Ki Red Light Ko Bhi Paar Kar Jate They, Fir Aashiqui Mein Chaalan Ho Jata Tha, Jo Thode Bahut Paise Hote They, wo Bhi Traffic Police Wala Le Jata Tha. Isliye Dosto Agar GF Ko Ghoomane Jayo To Driving Licence Apni Jeb Mein Jaroor Le Jayo…
One Boy To Waiter: Hum Yahan Nahi Rahenge, Humare Paise Wapis Karo,
Itna Chhota Kamra Aur Bas Ek Stool,
Tumne Hume Bewkoof Samajh Rakha Hai Kya?
Waiter: Sir, Kamrey Mein To Chaliye Ye Lift Hai…
Dil ko jalane se kya faida,
ansu bahane se kya faida,
jab usne hume chhod k kisi or ka haath tham he lia,
to ab uske chote bhai ko cheez dilane ka kya faida.
Tumhaari Yaad Dil Se Jaane Nahin Denge, Tumhaare Jaisa Dost Khone Bhi Nahin Denge, Roz Sharafat Se Sms Kiya Karo Warna ……, Ek Kaan K Neeche Denge Or Rone Bhi Nahin Denge…
Dil ke mehmaan ban jao,
ankho ke armaan ban jao,
.
hontho ki muskan ban jao,
.
yeh sab bhi ban jana lekin,
.
pehle zara,
.
cartoon se,
.
insaan to ban jao.