lete hi dil jo aashiq-e-dil-soz ka chale
tum aag lene aaye the kya aaye kya chale
Bal be garur-e-husn, zamin par na rakhe paon
maninde aaftab wo be naqashe pa chale
kya le chale gali se teri hum ke jun nasim
aaye the sar pe khak udane, uda chale
aaluda chashm mein na hui surma se nigah
dekha, jahan se saf hi ahale safa chale
sath apne le ke tausane umare ravan ko aah
hum is saraye dahar mein kya aaye kya chale
fikare qanayat unko mayassar hui kahan
duniya se dil mein le ke hirs-o-hava chale
ae ‘zauq’ hai gazab nigahe yar, alhafeez!
wo kya bache ke jis pe ye tir-e-qaza chale
Ab Toh Gham Sehne Ki Aadat Si Ho Gayi Hai,
Raat Ko Chhup Chhup Rone Ki Aadat Si Ho Gayi Hai,
Tu Bewafa Hai Khel Mat Mere Dil Se Jee Bhar Ke,
Humein Toh Ab Chot Khaane Ki Aadat Si Ho Gayi Hai!!
Mera Har Lamha Tumhare Hi Naam
Hoga..
Ab Ye Jeevan Bhi Tum Pe Hi Kurbaan
Hoga..
Tere Har Gam Ko Seene Me Chupa
Lenge
Aakhri Waqt Mere Laabon Pe Tera
Hi Naam Hoga..!
Ye aish-o-tarab ke matavale bekar ke baten karte hain
payal ke gamon ka ilm nahi jhankar ke baten karte hain
nahak hai havas ke bandon ko nazzara-e-fitarat ka dawa
aankhon mein nahi hai betabi didar ke baten karte hain
kahate hain unhin ko dushman-e-dil naam unhin ka naseh bhi
wo log jo reh kar sahil par majhadhar ke baten karte hain
pahunche hain jo apni manzil par un ko to nahi kuch naz-e-safar
chalne ka jinhen maqadur nahi raftar ke baten karte hain
बाज़ारों में सब बिकता तो है मगर ,
जहाँ नाम बड़ा वहाँ दाम बड़ा ,
जाने क्या कीमत चुकानी पड़े संभालिएगा,,
बाज़ार का नियम है अपना नफा बड़ा औरों का नुक्सान बड़ा !!
Na Ye Chand Hoga Na Taare Rahenge..
Magar Hum Hamesha Tumhare Rahenge..
Nazar Dhoondti Thi Jise Paa Liya Hai..
Ummido Ke Phulo Se Daaman Bhara Hai..
Ye Din Humko Sab Din Se Pyare Rahenge..
Kahu Kya Mere Dil Ka Armaan Kya Hai..
Tumhe Har Ghadi Choomna Chahta Hai..
Kaha Tak Bhala Ji Ko Maare Rahenge..
Sahara Mile Jo Tumhari Hassi Ka..
Bhula Denge Hum Saara Gam Zndgi Ka..
Tumhare Liye Hain Tumhare Rahenge..!
old version sayri
mrna hai to maro watn ke liye ,kyu marte ho bewfa duhan ke liye, agr mar gaye bewfa dulhan ke liye,to koi paisa v nahi dega kafan ke liye
New version :
kyo n maru watan ke liye,kyo n maru dulhan liye,agr mar v gaya dulhan ke liye to uska aanchal hi kafi hai kafan ke liye,.........,
Tumhari yaadon ki mehek in hawaon mein hai,
pyar hi pyar bikhra in fizao mein hai,
aisa na ho ki duriya dard ban jaye,
ab to aapka intezaar bus niaghon mein hai!!
Ishq ke sahare jiya nahi karte,
Gum ke piyalon ko piya nahi karte,
Kuch isse dost hain hamare,
Jinko pareshan na karo,
Toh wo hamain yaad kia nahi karte...iii
Aisi Hasin Aaj Baharo Ki Raat Hai,
Ek Chand Aasma Pe Hai Ek Mere
Pas Hai, Denewale Ne Koi Kami Na
Ki Kisko Kya Mila Ye Mukaddar Ki
Baat […]
. [...!! ~Bharat~!!...]
Kuch cheeze hum purani choor aaye hai,
Aate aate uski aankho mai pani choor aaye hai.
Ye aisa dard hai jo bayaa ho hi nahi sakta,
Dil to saath le aaye Dhadkan choor aaye hai.
Duriyaa Aasani Se Mitati Hai Sharaab,
Majburiyon Ko Nashe Me Nachati Hai Sharaab….
Aansuwo Ko Mila De Tu Apne Har Ek Jaam Me,
Fir Dekh Kaise Yaadon Ko Aur Kareeb Lati Hai Sharaab
Zara Pane Ki Chahat Main,
Bohat Kuch Chhoot Jata Hain,
.
Na Jane Sabr Ka Dhaga,
Kahan Par Toot Jata Hain,
.
Kise Hamrah Kehte Ho,
Yahan To Apna Saya Bhi
.
Kahin Par Saath Rehta Hain,
Kahin Par Chhoot Jata Hain,
.
Ajab Shay Hai Ye Rishta Bhi
Bahat Mazboot Lagta Hain,
.
Zara Si Bhool Se Lekin,
Bharosa Toot Jata Hain..
Tadapta hai dil par samjha kar
baith ta hun,
roti hain aankhein par baarish
me tahal kar chupata hun.
Ab aur na satao ae jaaneman,
kyunki aaine me bhi main aapko hi dekhta hun……