• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Itna Kyun Chaha Ushe K Bhula Naa Ske Itna Kyun Paas Aae K Door Jaa Naa Ske Ab Tanhai Mein Bethe Tho Sochte Hein sweet Kyun Chaha Ushe Jishe Kbhi Pa Naa Ske
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jab Pyar Ke Ehsas Ko Samajh Jaoge Har Taraf Mera Hi Naam Paoge.. Meri Muhobbat Uss Waqt Degi Awaaz Jab Tum Bheed Me Khud Ko Akela Paoge..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zarurat Nahi Aaj Mohabbat Ki Hame, Kal Jab Thi Tab Use Ghurur Tha, Hum Hi Naye The Ishq Ke Shahar Me Jo Na Jaan Paye, Ke Uska Ghar To Bewafai Ke Liye Mashhur Tha!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aziz Hai Mujhe Mohabbat Aapki, Utar Gayi Hai Mere Dil Me Saadgi Aapki.. Aap Apne Aapse Kaise Juda Karoge Mujhe, Aap Chand Hain Aur Mai Hu Chandni Aapki..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Armaano Se Houseful Hai, Pure Hoge Ya Nahi Ye Doubtful Hai, Yun To Duniya Me Har Cheez Wonderful Hai, Par Zindagi Aap Jaise Dosto Se Powerful Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khilte Gulaab Ki Tarh Nayab Ho Tum.. Chamkte Chand Ki Tarh Mahtaab Ho Tum... Na Koi Doja Tumse Is Zahan Me.. Har Ada Me Lazawaab Ho Tum.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Fulo Se Hasin Muskan Ho Aapki, Chand Sitaro Se Jada Shan Ho Aapki, Jindgi Ka Sirf Ek Ho Maksad Aapka, Ki Aasman Se Uchi Udan Ho Aapki.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Accha Hua Maloom Ho Gaya Apno Ki Mohabbat, Ab Mohabbat Nahi Rahi Warna, Hum To Apna Ghar Bhi Chhod Rahe Thay.. Unke Dilme Rehne Ke Liye..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wo Mere Liye Kuch Khaas Hai Yaaro, Jinke Laut Aane Ki Na Koi Aas Hai Yaaro, Wo Najro Se Door Hai To Kya Hua, Banke Dil Ki Dhadkan Mere Paas To Hai Yaaro….
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • लेकर आना उसे मेरे जनाजे में, एक आखरी हसीन मुलाकात तो होगी.. मेरे जिस्म में जान न हो, मगर मेरी" जान" तो मेरे जिस्म के पास होगी.!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyar ko chod kar tum koi aur baatkaro Ab mujhe pyar ki har baat se dar lagta hai Meri khatir na woh badnam kahin ho jaye Esliye unki har mulaqat se dar lagta hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Teri Zindagi Main Khushiya Tamam Aaye,,,,,,, Khilti Baharon Pai Bhi Tera Naam Aaye,,,,,, Koi Puche Tujse Pyar Kya Hai,,,,,, To Tere Honto Pe mera Naam Aaye...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kuch Alag Tha Kehne Ka Andaaz Unka.. Ki Suna Bhi Kuch Nahi Aur Kaha Bhi Kuch Nahi.. Kuch Is Tarah Bikhre Unke Pyar Me Hum.. Ki Toota Bhi Kuch Nahi Aur Bacha Bhi Kuch Nahi..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Itni Toot Gayi Hun Ke Chhooney Se Bikhar Jaongi. Ab Agar Aur Dua Doge To Mar Jaongi. Puch Ke Mera Pata Waqt Zaya Na Karo. Main To Musafir Naa Jaane Kis Taraf Jaongi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kya Khubsurat Apka Andaj Hai, Hakikat Hai Ya Khwab Hai, Khush Nashibo Ke Paas Aap Rahte Ho, Humare Paas Bas Apki Mithi Si Yaad Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek pal ki ye baat nahi, Do pal ki ye saath nahin, Waise to zindgi ek safar si ban gayi hai par wo safar hi kya jisme aap jaise dost ka saath nahin.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • U ton aasman me lakho taare hote hai,kuch to dur par kuch pas hamare hote hai, u ton sab dost pyare hote hai par jo sms duara yaad kare wo dost hum jaise nayaare hote hai...! neet
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Lrka: Dunya Ko Btado K Tm Mujh $E Pyar Krti Ho. Lrki Ne Lrke K Kaan Men Kha: I Love U Larka: Tm Ne Kaan Me Q Kha? Larki: Kyu K Tum Hi Meri Dunya Ho
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Koi Keh De Ye Mohabbat Ke Kharedaron Se, Pyaar Wo Sheh Hai Jo Milti Nahi Bazaaroon Se, Hum To Pehle Hi Mohabbat Mein Jale Baithe Hain, Kyun Darate Ho Dahekte Angaroon Se.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS