• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Kaheen Woh Meri Kahani Ko Ghalt Rang Na Dai Dain Afsana Nigaroon Say Mera Zikar Na Karna Gehrahi May Layjain Gay Tum Ko Bhi Baha Ker Darya Kay Kinaroon Say Mera Zikar Na Karna Woh Shaks Melay To Usay Her Bat Batana Tum Sirf Isharoon Say Mera Zikar Na Karna
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jo Kisi Ke Rah Mai Rore Atkate Hain Haqeqat Main Wo Un Ko Chalna Sikhate Hain Kuch Wo Hain Jo Mai Pene Ko Taraste Hain Kuch Wo Hain Jinhain Saqi Khud Pilate Hain Mazhab-e Ishq Se Tumhara Kia Wasta Sheikh G Yahan Sanam Tore Nahi Poje Jate Hain Anjum Hamara Kia Kasor Jo Un K Samne Kuch Keh Nahi Pate Lab Tu Hilate Hain
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • "Kitna Nadan Hoon Me Bura Keh k use Kya Khabar Thi Jate-Jate Wo Dua De Jayega Aisa B Kya likhu k Uske Dil Ko Pahunche Tandak Kya Itna Kaafi Nahi Ki Meri Har Dua Me Wahi Hai"
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har Insan Dil ka bura nahi hota, Har koi insan Bewafa nahi hota, Bujh jaata hai kabhi Diya tel ki kami se, Har baar kasur Hawa ka nahi hota.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Meri Mulakat Ko Chahe Musibat Kehna Apni Nazar Ko Mere Liye Nafrat Kehna Par Akele Me Jab Ansoo Bhari Aankhe Meri Yaad Dilaye To Jaan, Use Meri Mohabbat Kehna!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har raah ki manzil nhi, Par chalna to sabhi ko hai... Har dil ko dilbar ka sath na ho, Par dhadakna to sabhi ko hai... Bhale na ho mulaqat apne pyar se, Intzaar to sabhi ko hai... Koi keh de koi chhipa le, Par kisi na kisi se pyaar to sabhi ko hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek sachcha chahne wala aap se har tarah ki baaten share karta hai Magar! Dhoka dene walasirf aap ko achchi lagne wali hi baate karega..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • गुजर जायेगा ये दौर भी! जरा सा इतमिनान तो रख!! जब खुशियाँ ही नहीं ठहरी!!! तो गम कि क्या औकात है!!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Maine Diye Jalaye Ujale K Liye Par Andhero Ka Saya Bahut Gehra Tha…. Need Na aayi meri aankho me kabhi Is kadar teri chahat meri aarzoo me thehara tha
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ye Jaruri Nahi Ki Meri Har Khawaish Puri Ho Jaye, Aap Mere Muqdar Ke Haqikat Ho Jaye, Kayamat Tak Intzaar Karenge Apka, Ager Aap Kisi Our Ke Ho Jaye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jaha dekhu samne nazaar ati ho tum, Pyaar ki parichayiyo se hamesha yaad ati ho tum, Mere Khwaboo ki duniya me rehti ho tum, Mere pass ake muskurati ho tum, Mohabat ki in raho me ake tadapati ho tum, Pyaar hume de kar door chali jati ho tum..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Teri Aankhon Ka Ye Kajal Bara Anmol Lagta Hai, Teri Zulfon Ka Ye Badal Bara Anmol Lagta Hai, Bara Masoom Sa Hai Ye Tere Chehre Ka Bhola Pan, Tera Wo Shokh Chanchal Dil Bara Anmol Lagta Hai, Tere Peron Ka Wo Payal, Tere Hathon Ka Wo Kangan, Wo Jhumka Tere Kaano Ka Bara Anmol Lagta Hai, Jo Milte Ho Mujhse Raahon Mein To Dil Jhoom Uthta Hai, Zara Se Sath Ka Wo Pal Bara Anmol Lagta Hai,
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS