Yaadien aksar hoti hain satane ke liye,
Koi rooth jaata hai phir maan jaane ke liye,
Rishte nibhana koi muskil to nahi,
Bas dilon me pyaar chahiye use nibhane ke liye…
आऊल इंजक्शन लगवाने हॉस्पीटल गया
.
डॉक्टर के इंजेक्शन लगवाते टाईम आऊल ने आगे
की सुई तोङकर अपने अंदर फंसा ली
.
डॉक्टर- ये क्या किया बेवकूफ?
.
आऊल- कुछ नही आयरन की कमी हो गयी है
तो मुफ्त का अंदर ले रहा था
Wo apne pyaar ka jab tab mujhe izhaar karta hai,
Mera dil bhi use ikraar hi har baar karta hai.
Hamari prem kahani mein jaha jab sankat aata hai,
Jane kyu kiska dil tab ladne se inkaar krta hai.
Takdir Ke Aaine Me Meri
Tasvir Kho Gayi, Aaj Hamesha
Ke Liye Meri Rooh So Gayi,
Mohabbat Karke Kya Paya
Maine, Wo Kal Meri Thi
Aaj Kisi Or Ki Ho Gayi..
Mujhko Fir Vahi Suhana Nazara Mil Gaya
Nazron KO Jo Deedar Tumhara Mil Gaya
Aur Kisi Cheej Ki Tammana Kyon Karun
Jab Mujhe Teri Baahon Ka Sahara Mil Gaya
Mere Labon Per Simat Aaye Tere Labon Ke Saaye
Doobti Kishti Ko Jaise Kinara Mil Gaya.
Aziz itna hi rakho ke jee sanbhal jaye
ab is qadar bhi na chaho ke dam nikal jaye
mile hain yun to bahut aao ab milen yun bhi
ke ruh garmi-e-anfas se pighal jaye
muhabbaton mein ajab hai dilon ko dhadaka sa
ke jane kon kahan rasta badal jaye
rahe wo dil jo tamanna-e-taza tar mein rahe
khusha wo umr jo khvabon hi mein bahal jaye
Bhulaakar Hume Who Khush Reh Paayenge
Saath Me Nahin Toh Mere Jaane Ke Baad
Muskuraayenge
Duva Hai Khuda Se Ke Unhe Kabhi Zakhm Na De
Hum Toh She Gaye, Par Who Toot Jaayengeeee
Inkaar Kijiye Aap Magar Sakal Aapki,
Kahri Hai, Main Bani Hu Tere Pyar Ke Liye,
Mujrim Buton Ka Hu Khuda Ka Bhi Chor Hu,
Dono Mein Jid Hai Ek Gunahgar Ke Liye,
Dekho Koi Nigah Ki Sokhi Uda Na Le,
Rakh Lo Bacha Ke Teji E Raftar Ke Liye,
Halke Mein Hai Palak Ke Liye Chasme Nargisi,
Timardaar Jam-Ah Hain Beemar Ke Liye….
Na Jane Kab Wo Haseen Raat
Hogi, Jab Unki Nigahe Hamari
Nigahon Ke Saath Hogi, Bethe
Hain Hum Us Raat Ke Intezar
Me, Jab Unke Honto Ki Surkhiya
Mere Honto Ke Saath Hogi..!