Kyu Teri Har Baat Par Mujhe Aitbaar Hota Hai..
Kyu Aankhe Band Kar Ke He Tera Didar Hota Hai..
Kyu Meri Dharkano Ko Sirf Tera He Ehsas Hota Hai..
Kyu Mera Dil Har Pal Tere Liye Be-Karar Hota Hai..
Yaah Khuda Main Kaise Maan Loon, Ke Iskadar Bhi Pyar Hota Hai..
Mohabbat Dukh Nahi Deti,Agar Be-gharz Ho Jazba
Agar Manzil bane Raasta, Agar Chahat ke Parde Me Koi Lalach Na Ho Lipta
Agar Tum Sounp Do Sab Kuch, Silay Main Kuch Na Maango
Agar Sauda Na Ho Koi, Mohabbat Bas Mohabbat Ho
Tou Phir Ye Khushiyaan Hi Deti Hai,Kabhi Dukh Nahi Deti,
Jisne Hamko Chaha, Use Hum Chah Naa Sake
Jisko Hamne Chaha, Use Hum Paa Naa Sake
Ye Soch Lo Ki, Dil Tutne Ka Khel Hai,
Kisi Ka Toda Aur, Apna Bacha Naa Sake
Lakho me ek ho aap,
sweet me cake ho aap,
dil k nek ho aap,
har dost ko overtake ho aap,
apse koi rishta tod nai sakte hum,
Qki mere apno me ek ho aap..
_
GulshanSms
शायरी प्यार
दिल जित ले वो नजर हम भी रखते है,
भीड़ में नजर आये वो असर हम भी रखते है,
यु तो वादा किया है किसीसे मुस्कुराने का वरना आँखों में समंदर हम भी रखते है|
Us Ne Raat Ke Andhere Mein,
Meri Naajuk Si Hatheli Par Likha Tha,
Apni Ungali Se,
Main Tum Se Pyar Karti Hun,
Jaane Kaisi Shyahi Thi,
Ki Who Lafaj Mite Bhi Nahi,
Aur Dikhe Bhi Nahin …
Aansoon Ko Aankhon Ki Dehleez Par Laya Na Karo
Apne Dil Ki Haalat Kisi Ko Bataaya Na Karo
Log Muth-Thi Bhar Namak Liye Ghooma Karte Hain
Apne Zakham Kisi Ko Dikhaaya Na Karo…
"Abhi chalta hun raste ko main Manziil maan lun kaisey?
Masiihaa Dil ko apni zid ka kaatil maan lun kaisey ?
Tumhaari yaad ke aadim andherey mujh ko gherey hain ,
Tumhare bin jo bitey din unhe din maan lun kaisey .......?"
aapko pakar ab khona nahi chahte..
itne khush hain ki ab rona nahi chahte..
ye aalam hai shaban ka aapki judaai me..
aankho me neend hai par sona nahi chahte...
BHOOLTA LAAKH HOON LEKIN BAR BAR YAAD AATE HAIN
AAKHIR TARK-E-ULFAT PAR WO KYUN KAR YAAD AATE HAIN
HAQIQAT KHUL GAYI HASRAT TARE TARK-E-MOHABBAT KI
TUJHE TOH AB WO PEHLE SE BHI BADH KAR YAAD AATE HAIN.
Muskura Kar Mila Karo Hamse
Kuch Kaha KUnhone Apna Kabhi Banaya
Nahi Jhoota Hi Sahi Pyaar
Dikhaya Nahi Galtiya Ham
Apni Maan B Jate Par Kasoor
Hamara Hame Btaya Hi Nahi.uch Suna Karo
Hamse Baat Karne Se Hi Baat
Banti Hai Jnaab Isliye Roj
Baat Kiya Karo Hamse.
AGAR MOBILE EK BANDUK HAI
TO SMS USKI GOLI HAI
JAB YE CHALTI HAI
TO "BAHADUR" LOG JAWABI HAMLA KARTE HAI
JABKI "KAYAR" LOG DEKHTE HAI AUR ZULM SAHTE HAI -!
Bas ye khel dilon ka hai
chalta hi rehta hai,
hazaro khushiyon ke pal aye zindgi mai,
par kyun tanhai ka vo pal khalta hi rehta hai
hum lakh hase duniya ke age
par andar to kuch jalta hi rehta hai.