• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Koi Shikwa Na Karenge Na Aazmayenge.. Tum Jaha Bhi Paon Rakhoge Ye Dil Bichaayenge.. Hum Tumhari Bewafaai Ki Dunia Me.. Bas Pyar Hi Pyar Lutaayenge..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ye Meri Zindagi Yu Mujhse Daga Na Kar, Use Bhul Kar Zinda Rahu Ye Dua Na Kar, Koi Dekhta Hai Use To Hote Hai Takleef, Ae Hawa Tu Bhi Use Chua Na Kar..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dost ko apni jan ka salam likheg dil ki kitab se apna Arman likheg kash hme miljaye Aasman ki hukumat sitaro ki jgah apne dostka nam likhenge
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Unki Aarzu Meri Zindagi Ka Wo Khwab Hai, Jiski Manzil Hi Nahi Rasta Bhi Kharab Hai, Hansi Se Mere Dard Ka Andaza Na Lagana, Dil Ka Har Panna Dard Ki Kitab Hai!!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Thodi Si Khushi Ki Chah Karte He Bas Ek Chhoti Si Fariyad Karte He Aaj Fir Baithe Hai 1 Hichki Ke Intezaar Me Zara Pata To Chale Aap Kab Hame Yaad Karte He.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Is se pahle ki saza mujh ko mukarrar ho jaye un hansi zurmon ki jo sirf mere khwaab mein hain Is se pahle ki mujhe rok le ye surkh subah jis ke shaamon ke andhere mere aadaab mein hain Apni yaadon se kaho chod de tanha mujh ko main pareshaan bhi hoon aur khud mein gunahgaar bhi hoon Itna ehsaan to jayaz hai meri jaan mujh par main teri nafaraton ka pala hua pyar bhi hoon...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • करेगा जमाना कदर हमारी भी एक दिन देख लेना... बस जरा वफा की बुरी आदत छुट जाने दो.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sab Ki Khushi Ki chah Karte Hain, Bas Hum Itna Sa Gunah Karte Hain, Aaj Phir Aap K Sms K Intezar Mein Bethe Hain, Dekhna hai Kab Aap Hamein "YAAD" Karte Hain.. Khan.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Patthar ki h duniya jazbat nahi samjhati. dil me kya h wo baat nahi samjhati. tanha to chand bhi h sitaro ke beech. par chand ka dard wo raat nahi samajhti.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Umr Bit Jati H Dost Bnane Me, Aag Q Lagate H Log Dosti K Ashiyane Me, Dost Bnana To Hr Kisi Ko Aata H, Par Muskile Hajaro Aati H Isko Nibhane Me..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindagi Humse Daga Kar Rahi Hai, Warna Hum Bhi Jite Zindagi Ke Liye, Zindagi Humara Dil Tod Rahi Hai, Aur Maut Humse Dil Laga Rahi Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kisine Bahut Sahi Kaha Hai Dilse Zada Upr Jagah Or Koi Nhi Ho Sakti Qki Yaha Kuch B Boya Jaya Badhta Zarur Hai Phir Chahe Wo PYAR HO YA NAFRAT.......
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • kya kahun tum se main ke kya hai ishq jan ka rog hai, bala hai ishq ishq hi ishq hai jahan dekho sare aalam mein bhar raha hai ishq ishq mashuq ishq aashiq hai yani apna hi mubtala hai ishq ishq hai tarz-o-taur ishq ke tain kaheen banda kaheen khuda hai ishq kon maqsad ko ishq bin pahuncha aarzoo ishq va mudda hai ishq koyi khvahan nahi mohabbat ka tu kahe jins-e-narawa hai ishq meerji zard hote jate hain kya kaheen tum ne bhi kiya hai ishq?
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Teri yaden mulakate m kaise bhulu chaht ki vo brsate, tu hi mera dil h, tu hi meri jaan, kbi to pas mere aao, kbi to najre mjhse milao, kbi to dil se dil ko milao, meri jaan palke yu na jhukana, meri jaan mjhse dur na jana, meri jaan mjhko bhul na jana. mjhe lauta de vo mera pyar, m tera hi diwana hu, teri bate kbi m bhul na pau, o yara kyu khafa ho mjhse, o yara kyu juda ho mjhse, o yara mera pyar h tjhse, mjhe lata de vo mera pyar.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jindgi ki raho mei kabhi pyar mat karna ho jaye to inkar mat karna nibha sakna to chalna us rah par varna jindgi kisi ki barbad mat karna…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Door se dekha toh ek sher tha … Door se dekha toh ek sher tha … Door se dekha toh ek sher tha … isliye paas gaya hii nahi ..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek bat jo bahut kam log jante h. Ek dusare se pyar tb hota h jb dil me agle ke lie izzat hone lage. na ki tb jb wo agle ko pasand ho
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Na Dil Ki Baazi Thi Na Dil Ka Sauda, Agar De Deti Wo Hme Apna Waqt Thoda, Na Aati Aaj Ye Nobat Aur Na Koi Puchta, Ki Sir Thoda Pani Ya Phir Soda.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS