Jisko humne chaha mohabbat ki haden tod kar..
Aaj usne dekha nahi nigah mod kar..
Ye jaan kar bahut dukh hua mujhe..
Ki wo khud bhi tanha ho gaye mujhe tanha chhod kar..
Mere Jine Ke Liye Tumhara Arman Hi Kafi He
Dil Ke Kalam Se Likhi Dashtan Kafi He
Teer-E-Talwaar Ki Kya Jarurat Hai Tuje
Katal Karne Ke Liye Teri Mushkan Kafi He
Ae Jaan Meri Yaado Ko Tu Dil Main Basa Lena
Badnam Na Ho Ashu Daman Main Chupa Lena
Main Yaad Agar Aau To Bharna Na Kabhi
Aahe Tu Meri Nishani Ko Seena Se Laga Lena
Jinke Dil Par Chhot Lagti Hai
Wo Ankho Se Nahi Roote..
Jo Apno Ke Nahi Hue Wo Kisi Ke Nahi Hote..
Waqt Ne Hume Ye Sikhaaya Hai
Sapne Toot Jaate Hain Par Poore Nahi Hote..!
Hey manjil bahut dur magar pas mere tum ho, Phir q na tofan aye sailab aye Mot ke sath ladne me bhi pas tum ho. He bhagwan duniya badalde Phir bhi janam janam sath tum ho.
friends kisi ko dhoka mat do,
apne pyar ko ek pyara sa nam do,
ek dusre ko samaj ne ka time do,
kisi ka dil khushiyo se bhar do,
apki khushi may hame bhi shamil kardo,
apki pyari muskan ko dil may thodi si jaga do,
bus
friends kisi ko dhoka mat do...♥
Jis Deen Band Ho Jayegi Hamari Aankhe,
Us Deen Kaie Aankho Me Aasu Aa Jayenge;
Jo Kahete Hai Bahut Bolte Hai Hum
Vahi Hamari Aavaz Sunne Ko Taras Jayenge;
आप सा कोई ना मिला
आपने अपना नामो-निशां छोड़ा होता
तो मेरे खत का लिफाफा नहीं कोरा होता
ये हकीकत है कि आप सा कोई ना मिला
आप मिलती तो मैं खुद से ना जुदा होता
Kya Khoob Yeh Safar Chalta Jo Tu Humsafar Milta
Manzil Tou Hum Se Chin He Gayi Ab Tou Raasta
Bhi Nahi Milta
Kaash Hota Mumkin Muqqaddar Badal Paana
Par Afsos Ki Taqqdeer Ka Likha Yun Nahi Mit Paata
Pata Tha Tut Jaana Hai Ek Din Fir Bhi Na Jaane
Kyun
Har Raat Har Din Naye Khwab Tha Boonta
Tujhe Paane Ki Zid Thi Har Lamha Har Pal
Na Kisi Zulm O Sitam Na Anjaam Ka Darr Tha
Kya Karoon Ki Zor Chalta Nahi Khud Pe
Tujhe Dekh K Bhi Ishq Na Karta Tou Kya Karta
taqdeer ke aaine me meri tasveer kho gyi,
aaj hamesha ke liye meri rooh so gyi,
mohabbat karke kya mila mujhe,
woh kal meri thi..aaj kisi aur ki ho gyi.
Khulta Nahi Hai Haal Kisi Par Kahe Bagair, Par Dil Ki Jaan Lete Hain Dilbar Kahe Bagair. खुलता नहीं है हाल किसी पर कहे बग़ैर, पर दिल की जान लेते हैं दिलबर कहे बग़ैर।