• Categories
  • Friendship SMS   2923
  • Andhere ne Kabhi Roshni Nahi Dekhi, Maut ne kabhi Zindagi nahi dekhi, Jo Kehte hai Mit Jati hai Duryo se dosti, Unhone Shayad Humari Dosti nahi dekhi.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Acche Dost......... . . "Haath" Or "Aankh" Ki Tarah Hote Hai, . . Jab "Haath" Ko Taklif Hoti Hai.., To..., "Aankh" Roti Hai, . . . Or Jab "Aankh" Roti Hai, To..., "Haath" Aansu Pochte Hai. :::~::: Jai Shree Krishna :::~:::
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Vechay che Gum Ishq na Bazaar ma Lakho Dard chupaya che 1 Nana Inkar ma Thai Jao agar Dunia na Dard thi Dukhi To Swagat che Mara Dosti na Darbar ma
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Har Shak Ko Yakin Mein Badaltey Hain Yeh Dost, Raah Chalte Ko Popat BanateyHain Yeh Dost, Pepsi Bol Ke Daaru Pilatey Hain Yeh Dost, Par Kuch Bhi Ho Saaley Bahut Yaad Aaatey Hain Yeh Dost… M¡Tesh
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • "सूरज के सामने रात नहीं होती, सितारों से दिल की बात नहीं होती. जिन दोस्तों को हम दिलसे चाहते है, न जाने क्यों उनसे रोज़ मुलाकात नहीं होती."
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • LAW OF FRNDSHP :- Nvr make ur frndz feel lonely while u r on d earth.. Dstrb dem as much as u cn.. Let dem feel ur presnce!! Show dem dat- U R DAMM ALIVE!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • do lamho se bani hai ye zindagi, ek khusi aur ek gum, do logo se bani hai ye DOSTI... ek AAP aur ek HUM....
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Na khat koi na peigam aaya h Jo chaha nahi wahi anjam aaya h Kya tune bhula diya apne is DOST ko Q ki Aaj na koi DUA na Salam aaya h Khan
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Rishte pe naaz karo, kal jitna Bharosa tha utna Aaj karo. Rishta wo nahi jo sirf Gum or Khushi m sath de. Rishta to wo h jo Harpal Apnepan ka Ehsas de...
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Hum Wo Nahi Jo Dil Tod Denge, Thaam Kar Hath Sath Chod Denge, Hum Dosti Karte Hai Pani Or Machli Ki Tarah, Juda Karna Chahe Koi To Dum Tod Denge.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Kuch meethe pal yaad aate hain, Palko par aasoo chod jate hain, Kal koi aur mil jaaye toh hamain na bhool jana, Dosti ke rishtey jindagi bhar kaam aate hain.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Andhere me rasta banana mushkil hota hai. Tufan mein deepak jalana mushkil hota hai. DOSTI kisi se bhi kar lena mushkil nahi, sweet Ise bas nibhana mushkil hota hai..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Lab Khulte Hai Band Ho Jate Hai, Sacche Dost Milte Hai Bichad Jate Hai, Per Jab Saath Bitaye Din Yaad Aate Hai Toh Hasti Aankhon Se Bhi Aansoo Nikal Aate Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Dil:"Khubsurat Ghar" Zindagi: "Khubsurat Safar" Dosti: "Khubsurat Rishta" Pyar: "Khubsurat Pal" Aur "Aap" In Tamam Chizo Ka Khubsurat Tohfa Ho
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Thodi-Thodi Sanso K Liye, Humne Zindagi Bechi, Parchhaiyon Se Tang Aa K, Humne Roshni Bechi, Aankho Mein Bas Aansu Hi Reh Gaye, Varna Duniawalon Ne To Dosti Bhi Bechi…
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Zindagi kuch bhi nahi pyar ke bina, jawab kuch bhi nahi sawal ke bina, barish kuch bhi nahi badal ke bina, dosti kuch bhi nahi aap ke bina..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Zindagi me 4 baate jo tumhara sath kabhi nhi chodegi 1. DIL ki dhadkan 2. parchhayi 3. Khushiyan 4. EK us se Rishta, jiska aap sms padh rahe ho samjhe..:)
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Din Huwa Hai To Raat Bhi Hogi, Ho Mat Udas Kabhi To Baat Bhi Hogi, Itne Pyar Se Dosti Ki Hai Khuda Ki Kasam, Zindgi Rahi To Mulaqat Bhi Hogi by sk mast
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • aansu pochar hasaya h mujhe, meri glti pr bi sine se lgaya h mujhe. kaise pyar na ho aise dost se. jiski dosti ne jina sikhaya h mujhe.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS