Dosti ki mahek ishq se kam nahi hoti,
Ishq pe hi zindgi khatm nahi hoti,
Agar sath ho zindgi men achche dosto ka,
Zindagi kisi jannat se kam nahi hoti.
=>Date - 10 Apr 2013.
=>Created By - Arun Singh.
Bhool Shayd Bahut Badi Kar Li
Humne Duniya Se Dosti Kar Li
Tum Mohabbat Ko Khel Kehte Ho
Humne Barbaad Zindagi Kar Li
Hum Nahi Jaante Chiragon Ne
Kyon Andheron Se Dosti Kar Li
Dhadkane, Dafn Ho Gayi Hongi
Dil Mein Deewar Kyon Khadi Kar Li
Aap bahut yaad aaogi
Chahe hm bde ho jayen jitna v
Aap kuch khaas thi a baat dil me dbi reh jaayegi..
Jb bhi rhunga tnha aur gm me..
Aapko sochkr meri ankhen nm ho jayengi
Haqiqat ho tum kaise tuje sapna kahu,
tere har dard ko ab mein apna kahu,
sab kuch qurban hai mere dost tujh par,
kaun hai tere siwa jise mein apna kahu.
Koi Dost Aisa Banaya Jaye,
Jiske aansuon ko palko me chhupaya jaaye!,
Rahe uska mera rishta kuch aisa,
ki agar wo rahe udass to humse bhi na Muskuraya jaaye.
Khan
Best friends
1 kitab ki tarh hai
Kitni b purani ho jaye
Par uske alfaz nahi badlenge
Kabhi yaad ayd to panne palat k dekhna
Jaise the waise hi milenge.
ये मेरे ऊन दोस्तो के लिये जीन को कहि दिनो से मिल नहीं पाया हु...
अर्ज किया हे...
मैं भूला नहीं हूँ किसी को ...
मेरे बहुत कम दोस्त है ज़माने में ...
बस थोड़ी जिंदगी उलझी पड़ी है ...
दो वक़्त की रोटी कमाने मे
Bhool Ne Wale Humein Bhool Jaate
Hain
Dil Se Unke Hum Nikal Jaate
Hain
Jab Tak Hum Roz Message Na Kare
Kisi Ko, Tab Tak Hum Kaha Kisi Ko Yaad
aate Hain..
Jo Dil Ke Karib Hi Nahi
Saanso Me Base Ho, Dost
Sache Agar Sath Ho To
Roya Nahi Karte, Jo Ho
Jeene Ki Wajah Vo Har Pal
Yaad Aate Hai, Gum Me
Bhi Sukun De Ese Doston
Ko Khoya Nahi Karte.
Dilon ko khareedney wale hazar mil jayege,
Aap ko dagha dene wale bar-bar mil jayege,
Milega na aapko hum jesa koi,
Milne ko to dost beshumar mil jayege.
Tum Milo Ya Na Milo Koi Gham Nahi
Bas Sms Karo Yeh Milne Se Kam Nahi
Friendship Mein Dhoka De Voh Hum Nahi
Hamari Friendship Bhi Krishan Aur Sudama Se
Kam Nahi.
kkk