• Categories
  • Friendship SMS   2923
  • Duniya se mile gum to bahut hain En mile gamo se ankhe num to bahut h Kab ke marr jaate en gamo ko sehkar Par dosto ki duaaon me dum bhi bhut h
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Waqt ke sath hum bhi bikhar jayenge, Kise pata hum kidhar kidhar jayenge, Par hum dosti ki woh parchayi hain, Jaha ap hue tanha wahi hum najar ayenge
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Yaadon Ke Sahare Duniya Nahi Chalti, Bina Kisi Shayar Ke Mehfil Nahi Banti, Ek Baar Pukaaro To Aye Doston, Kyon Ki Doston Ke Bina Ye Dhadkne Nahi Chalti..!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Aye Dost Humko Saath Itna Do Ke Had Na Rahe, Magar Aitbaar Bhi Itna Karna Ke Shaq Na Rahe, Hamse Wafa Itni Karna Ke Kabhi Bewafai Na Ho, Aur Dua Bus Itni Karna Ke Kabhi Judai Na Ho.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Mera dil eh tutt ke choor hoya tu mere ton jadd door hoya tenu taras na meri halat te tu kyo inna majboor hoya menu log kahn kamla lagg gye main bina gallo mashoor hoya.....bhuller...
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Itne Khushnaseeb To Hum Na The Hamari Taqdeer Mein Sitam Bhi Kam Na The Fir Kyun Hum Khuda Ko Itne Bha Gaye Ki Ban Ke Dost Aap Hamari Zindagi Mein Aa Gaye
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Friendship is: Not how you forget but how you forgive, Not how you listen but how you understand, Not what you see but how you feel, Not how you let it go but how you hold on!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Bus ik zara khayal is dosti ka tha, Warna bohat gila teri berukhi ka tha, Mujhko laga mai b teri zindgi men hoon, Per ye to koi dhoka meri saadgi ka tha…
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • ए चाँद मेरे दोस्त को एक तोहफा देना, तारो की महफ़िल संग रोशनी करना, छुपा लेना अंधेरे को, हर रात के बाद एक खूबसूरत सवेरा देना…
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Nafrat Na Karna Kabhi Humse Hum Yeh Sah Nahi Payenge Bus 1 Bar Kah Dena Ke Zarurat Nahi Tum Jaise Dost Ki Aap Ki Kasam Aapko Peetne Aapke Ghar Tak Chale Ayenge..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • FACT OF LIFE : "Niyyat kitani bhi achi ho duniya aapko aap ke dikhaway se janti hai,aur dikhawa kitana bhi acha ho khuda aapko aapki niyyat se jaanta hai...." NEET
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Ishq Ke Sahare Me Jeeya Nahi Karta, Gum Ke Pyalon Ko Me Peeya Nahi Karta, Kuch Nawab Dost Hain Mere, Jinko Yaad Na Karo To Wo Yaad Hi Naahi Karte.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Dosti Imtihan Nahi Viswas Mangti Hai, Nazar Aur Kuch Nahi Dost Ka Deedar Mangti Hai, Zindagi Apne Liye Kuch Nahi Par Aapke Liye, Dua Hazaar Mangti Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Teri Kami Bhi Hai Tera Eahsas Bhi Hai Tu Dur "Bhi Mujse Tu Pas Bhi Hai RAB" Ne Yu Nawaza adi Teri Dosti Se MujKO isliye Khud" Pe Gurur or Tujpe NaaZ Bhi HAI
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • in life.. some know you.. some remember you.. some like you.. some understand you.. some care for you.. but.. a TRUE FRIEND does all above & always hopes the best for you..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Umeend Ki Kasti Ko Koi Duba Nahi Sakta, Roshni Kn Diye Ko Koi Bujha Nahi Sakta, Humari DostI To Tajmhal Ki Tarah Hai, Jise Dubara Koi Bana Nahi Sakta.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Uske Sath Rhte-Rhte Chaht C Ho Gyi Use Bat Krte-krte Hme Adat C Ho Gyi 1Pal N Mile To Becheni C Lgti H Dosti Nibhate-2 UsSe MOHBAT C Ho Gyi
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Hr chehre me wo bat nahi hoti. Thode andhere se rat nahi hoti. Kuch dost bahut pyare mil jaate hai, aur kismat dekho unhi se mulakat nahi hoti...
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Fiza me baharo se sawarne se pehle,aasman me sitaro ke bikharane se pehle,hamne mangi thi dosti aapki,is zamin par utarne se pehle. @hhb@
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS