Bina Pukare Hume Apne Sath Paoge,
Karo Wada Ki Dosti Aap Be Nibaoge
Matlab Ye Nhi Ki Roz Yad Karna
Bus Yaad Rakhna Uss Waqt Jab Khud Ko Tanha Paoge..............!
By Prince Zubair .......
Dard tha DIL me,Par jataya kabhi nhi...
Aansu the Aankho me par dikhaya kabhi nhi..
Yehi fark hai Dosti aur Pyaar me..
Ishq ne HASAYA kabhi nhi
aur
Dosto ne RULAYA kabhi nehi...
Gham Mein Hasne Walon Ko Rulaya Nahi Jata,
Lehron Se Pani Ko Hataya Nahi Jata,
Honay Wale Ho Jate Hain Khud hi apne,
Kisi Ko Keh Kar Apna Banaya Nahi Jata .
Yeh Sach Nahi Hai Eh Mere Ajij Dost,
Ki Humne Kabhi Bhi Yahan Pyar Nahi Kiya,
Pyar Toh Humne Bhi Kiya Tha Kisi Se Magar,
Yeh Sach Ahi Ki Kabhi Ijhaar Nahi Kiya…
Humne zindagi me kabhi sachi khusi ka cehra na dekha,
jo laga tha dil pe unhone wo pehra na dekha,
log chehre ki hashi ko dekh ke hi muskurate rahe,
unhone andar se jakhmo bhara dil mera na dekha.
Teri yad dil se jane nahi denge.
Tere jaisa dost khone bhi nahi denge.
Sharafat se roz sms kia karo.
Warna 1 kan ke niche denge aur rone bhi nahi denge! Teri yad dil se jane nahi denge.
Tere jaisa dost khone bhi nahi denge.
Sharafat se roz sms kia karo.
Warna 1 kan ke niche denge aur rone bhi nahi denge!
सब लोग मंज़िल को मुश्किल मानते हैं;
हम तो मुश्किल को मंज़िल मानते हैं।
बहुत बड़ा फर्क है सब में और हम में;
सब ज़िंदगी को दोस्त और हम दोस्त को ज़िंदगी मानते हैं।
dosti Mohabbat Ki Parchai Hai
Aapki Dosti Nasib Walo Ne Payi Hai
Hum Bhi Shukriya karte Hai Us Rab Ka.
Jisne Aapke Dil Mai Humare Liye Jagah Banai Hai.