Jaha yad na aye wo tanhai kis kam ki,
Bigde rishte na bane to khudai kis kam
ki,
Beshak apni manzil tk jana h,
Par jaha se apne na dikhe wo uchai kis
kaam ki…
Dost pyar se bada hota he,
Har sukh aur gam me sath hota he,
Tabhi to Krishna Radha k liye nahi,
Par sudama k liye rota he,
Kyoki
Har 1 friend jruri hota he!Gm
Jab bhi dosti ki dastan waqt sunayega.. Tum ko bhi koi shaks bhut yaad ayega.. Bhul jaoge jamane ke har gum ko ... Tab humare saath biya hr lamha tumhe yad ayega......®
waqt guzra hai ham bikhar jayenege...kaun jane ham kidhar jayenge...ye shaban aapki parchayi hai yaad rakhna aye dost....jaha tanhayi mili waha ham nazar aayenge....shaban 4 u.
kyun mushkilon mein saath dete hain dost
kyun gham ko baant lete hain dost
na rishta khoon ka na riwaaz se bandha
phir bhi zindagi bhar saath dete hain dost
-by prince zubair. . . . . . .
दोस्ती तो इक आजमाइस होती है
दिलोँ को मिलाने कि इक ख्वाइस होती है
याद नहीँ करते हम आप को
क्योँकि याद तो उन्हे किया जाता है
जिन्हे भूलने कि गुन्जाइस होती है
Sweet
Hum Aise Dost Hai.
Jise Dekho To KHWAB,
Socho To KHAYAL,
Mehsus Karo To KÜSHBU.
Azmao To REAL FRND & Bhul Jao To,
Tumhari Aisi Ki Taisi, Bhul K To Dekho.
"Doston ke liye dosti ki saugat hogi,
"Naye log honge nayi baat hogi,
"Hum har haal main muskurate rahenge,
"Tumhari dosti agar yunhi mere saath rahegi.
Request hai tumse refuse mat karna,
Friendship ke ye dosti ko fuse mat karna,
Hum dost hai tumahre con-fuse mat karna,
Meri jagah kisi aur ko use mat karna.
School Ki Dosti 10th Tak , College Ki Dosti Final Year Tak , Love Ki Dosti Shadi Tak , Hamari Dosti 30 Feb Tak ..... Na Kabhi 30 Feb aayegi Na Kabhi Hamari Dosti Ka End Hoga .
Dost Aapko Humse Bhi Achhe Mil Jaayenge,
Aap Humko Dost Banakar Kya Karoge,
Aapka Toh Intezaar Kar Rahi Hain Khusiyan,
Aap Sagar Ke Ghamon Ko Apnakar Kya Karoge
Sweet
Jab Koi Khayal Dil Se Takrata Hai
Dil Na Chah Kar Bhi Khamosh Rahe Jata Hai
Koi Sab Kuch Kehkar Dosti Jatata Hai
To Koi Kuch Na Keh Kar Bhi Dosti Nibhata Hai…