Tum Kya Sochte Ho,
Kya Dekhte Ho,
Kya Janate Ho Mere Baare Mein,
Jis Cheez Ke Liye Tum Mujhe Chahte Ho,
Main Wahi Karta Hun,
Sirf Apna Kaam,
Dilo Jaan Se,
Jiske Liye,
Tum Mere Jaisa Banna Chahate Ho….
Dosti ki mahek ishq se kam nahi hoti,
ishq pe hi zindagi katam nahi hoti,
Agar sath ho zindagi me achche Dost ka,
To
zindagi kisi jannat se kam nahi Hoti.
Paste blank Status on Facebook
For single line Blank Status
Copy below codes into your status
@[0:0: ]
Note:- the text is like @[0:0:space]
Dont write space where ihave
writen space rather press
spacebar.
For MultiLine Blank Status :
Paste as shown below inyour
staus.
@[0:0: ]
@[0:0: ]
@[0:0: ]
@[0:0: ]
Kafan apka ho, aur maut meri……
Tum dost ho mere sada k liye,
Main zinda hoon tumhaari wafa k liye,
Kar lena laakhon shikwa mujhse magar,
Na hona khafa khuda k liye.
Mulakaat Maut Ki Mehmaan
Ho Gayi Hai Nazar Ki Zindigi
Sunsaan Ho Gayi Hai Ab
Meri Saans Bhi Meri Nahin
Rahi. Ye Zindagi Aapki Dosti
Par Kurbaan Ho Gayi Hai.
Hamein Apne Doston Par Vishwas Hai.
Wo Dur Hokar Bhi Hamare Paas Hain.
Kuch Der Pahle Maut Aayi Aur Chali Gayi,
Boli Tere Dost Ki Dua Tere Sath Hai..
Waris
Kon kehta hai dost ki tumse humari judaai hogi,
yeh afwaah zroor kissi dushman ne udaayi hogi,
shaan se rahenge tumahre dil mein hum,
itne dino mein kuch to jagah bnayi hogi…
Message ek masti hai ye call se sasti hai, neend ko udati hai, khoon ko jalati hai, dimag ko pakati hai
par kuch v ho dosto ki yaad zarur dilati hai...
Kuch log zindagi me es kadar shamil ho jate h
Unhe bhulna chaho to aur b jyada yaad aate h
Bas jate hain wo dilo mein es kadar,
Aankhe band bhi karo toh samne najar aate h
दोस्ती एक किताब है जो कितनी भी पुरानी हो जाए,
पर उसके अलफ़ाज़ नहीं बिगड़ेंगे.
कभी याद आये तो पन्ना पलटकर देखना,
हमारे दिल के रिश्ते के तार भी वैसे ही कायम मिलेंगे.
Aasman se utari hai, taron se sajai hai, Chand ki chandni se nehlai hai, Mere dost! Sambhaal ke rakhna yeh dosti, yeh mere zindagi bhar ki kamai hai.......By The Hunter
Hasaye = Dosti
Rulaye = Pyar
Milaye = Dosti
Juda Kare = Pyar
Fir Bhi Kyun Log Dosti Ko Chod Kar Karte Hai Pyar
Sayad
Zindgi Hai Dosti
Or
Jeena Hai Pyar