• Categories
  • Friendship SMS   2923
  • Flowers Of Friendship Never Gives Up, Its A Promise Made Forever. It Brings Happiness To The Heart & Mind And Makes Every Dream Come Alive ?
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Dosti naam hai sukh dukh ke afsane ka, Dosti raaz hai sada muskurane ka, Yeh koi pal 2 pal ki rishtedari nahi, Dosti to farz hai umar bhar sath nibhane ka.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Friends 3rd August is a FRIENDSHIP DAY.... so here is some lines for u..... खुशी भी दोस्तो से है गम भी दोस्तो से है तकरार भी दोस्तो से है प्यार भी दोस्तो से है रुठना भी दोस्तो से है मनाना भी दोस्तो से है बात भी दोस्तो से है मिसाल भी दोस्तो से है नशा भी दोस्तो से है शाम भी दोस्तो से है मौहब्बत भी दोस्तो से है इनायत भी दोस्तो से है
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Apni zindagi me mujhe khari shamjhna koi gam aaye to karib shamjhna de denge muskurahat aanson ke badle hazrron dosto me aziz samjhna
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Sitaaron Ki Pehchaan Chaand Se Hoti Hai, Phoolon Ki Pehchaan Uski Khushboo Se Hoti Hai, Per Ae Dost! Apni Pehchaan, Tumhari Dosti Se Hoti Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Of all the friends I’ve ever met. Your the one I won’t ever forget. And if I die before you do I’ll go to heaven and wait for you.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • DOST Hai Hamara Bahaaro Jaisa DIL Hai Uska DilDaaro Jaisa Bahut DOST Nahi Rakhte Hum kyonki Hamara Ek DOST Hi Hai Hazaaro Jaisa..!!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Maangi thi dua humnein rab se, Dena mujhe dost jo alag ho sbse, Usne mila diya hume aapse or kaha Sambhalo inhe ye anmol hai sab se
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • KOI SHAAM AATI HAI TERI YAAD LEKAR, KOI SHAAM JATI HAI TERI YAAD DE KAR, MUJHE TO US SHAAM KA INTEZAR HAI, JO AAYE KHUD TUJHE SATH LEKAR
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Abhi Baki Bacha Hai Thoda Safar, Chalo Hon Kurban Fir Se Kisi Par, Kaatni Toh Padegi Hi Jindgani, Buhari Jaay Kisi Ki Rahgujar, Dosti Ke Phool Dharti Par Khile, Hansaye Toh Mohabbat Wali Najar, Yaar Bachpan Ka Nahin Milta Hai Ab, Par Sabhi Mein Toh Usi Jaise Hunar, Khak Mein Toh Milega Sab Ek Din, Jab Talak Jinda Hain Tabtalak Toh Nikhar…
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Log ik Phool sey Apne Yaar ko Mana Lete hain, "DEAR Frnds" Hum Ne phoolon se Apni Qabar saja di pir B wo na Maana. By - Nabeel Ahmad
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • 1Din Dosti Pr 1Kitab Likhenge, Dosto K Sath Gujri Hr Baat Likhenge, Jab Batana Ho K Dost Kaise Hote He, Tumhe Soch Kar Har Baat Likhenge.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Zindgi ke liye jaan jaruri hai, Jeene ke liye armaan jaruri hai, Hamare paas ho kitna bhi gum, Bus dost ke chehre par muskan jaruri hai.........
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • KHUDA ne 1 ful uthaya, Use sweet water mai bhigoya Use pyar se sahlaya or is tarh apko banaya, Fir GOD ne muje diya or kaha,”SPECIAL FRND JUST 4U”
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Wo yaad nahi karte hum bhula nahi sakte,Wo has nahi sakte hum rula nahi sakte,Dosti itni khubsurat hai hmari,Wo bta nai skte or hum jata nahi sakte..jangid
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Ek jaam ulfat ke naam, Ek jaam mohabat ke naam. Ek jaam wafa k naam, Puri botal bewafa ke naam, Aur pura theka doston ke naam. By Hareram
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Zindagi kuch bhi nahi pyar ke bina, jawab kuch bhi nahi sawal ke bina, barish kuch bhi nahi badal ke bina, dosti kuch bhi nahi aap ke bina..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Dost Dosto Se Kabhi Khafa Nahi Hote, Hath Milakar Kabhi Juda Nahi Hote, Maaf Kar Dena Meri Sabhi Galtiyo Ko Kyoki Insan Kabhi Khuda Nahi Hote.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS