Tm yaad nahi karte hum bhula nahi sakte,
Tm hasa nahi sakte hum Rula nahi sakte.
Dosti itni khoobsurat hai hamaRi,
Tm jan nahi sakte aur hum bata nahi sakte
Life ke har pal ko khushi se beetao .
Rone ka time kaha?
Sirf muskuraao. Chahe ye duniya kahe
pagal ya aawara bas yaad
rakhna - "ZINDEGI NA MELEGI DOBARA."
do dosto ki dosti se jalte hai log .........
tarah tarah ki batain karte hai log.......
jab chand aur suraj ka hota hai khulkar milna to use bhi grahan kehtain hai loggggggg........
by:debu
Dosto se problem share krna
achha hota hai.
.
.
"Isliye nhi ki wo use solve krte hai Par
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Saale aise-aise solutions dete hai
ki hum problem hi bhool jate hai...;):S
Dosti k panno se bhari kitab ho tum,
rishton k phulon mai gulab ho tum,
kuch log kehte hai k dost sache nhi
hote, un logon k har sawaal ka jawab
ho tum....
Beautiful lines
.
Pyar or dosti me itna fark
paya hai
_______
Pyar ne sahara diya or dosti
ne nibhaya hai
_______
Kis rishte ko gehra
kahu?
_______
Ek ne zindgi di or dusre ne
jeena sikhaya hai...
Kisi ko apni khubiyo ka
Ehsas nahi hota
Aap jaise dosto ka milna
Itfak nahi hota
Achha kuchh kiya hoga humne
Varna aap ho sath hamare ye
Vishavas nahi hota
ये मेरे ऊन दोस्तो के लिये जीन को कहि दिनो से मिल नहीं पाया हु...
अर्ज किया हे...
मैं भूला नहीं हूँ किसी को ...
मेरे बहुत कम दोस्त है ज़माने में ...
बस थोड़ी जिंदगी उलझी पड़ी है ...
दो वक़्त की रोटी कमाने मे
Doston Ki Dosti Yaaron Ka Pyar
Laata Hai Zindagi Mei Khusiyan Hazaar
Wo Saath Haun To Kya Hai Baat
Masti Aur Dhoom Ki Ho Suruaat
Aksar Hum Waqt Tanha Bitate Hain
Career Ke Liye Unhe Bhool Jaate Hain
Wahi Pal To Dosti Ka Ehsaas Dilaate Hain
Aanken Nam Aur Hoton Pe Hansi Saath Laate Hain
Waqt Dekhte Hi Dekhte Gujar Jata Hai
Kabhi Kabhi Hamein Unse Milata Hai
Milte Hai Wo To Hum Jee Bharkar Muskurate Hain
Lagate Hain Gale To Sab Kuch Bhool Jaate Hain
Yeh Zindagi Bhi Kabhi Bewafa Si Lagti Hai
Khushi Milti Hai Phir Bicharti Hai
Doston Ki Dosti Kuch Aisa Asar Karti Hai
Usme Hi To Yeh Zindagi Sanwarti Hai
Doston Ki Dosti Yaaron Ka Pyaar
Lata Hai Zindagi Mei Khusiyan Hazaar
Wo Saath Haun To Kya Hai Baat
Masti Aur Dhoom Ki Ho Suruaat…
Pal Bhar Mein Toot Jaye Voh Kasam Nahi
Apne Friend Ko Bhool Jayein Voh Hum Nahi
Tum Hume Bhool Jao Is Baat Mein Bhi Dum Nahi
Kyon Ki Tum Hume Bhool Jao Itne Bure Hum Nahi
Kaminey Dosto Ke Mazak Ki Bhi Koi Hadd Hoti Hai Yaar,
Mein Ladki Ke Saath Date Maar Raha Tha,
Aur Mera Dost Uske Saamne Aa kar Bola
“Kal Wali Zyada Achchhi Thi“