Fursat Kise Hai Zakhmo Pe
Marham Lagane Ki.. Nigahen
Badal Gayi Apne Aur Begane
Ki.. Tum Na Chhodna Dosti
Ka Haath Kabi.. Warna Tamanna Na
Rahegi Naye Dost Banane Ki..
Zindgi 1 Railway Station H,
Pyaar 1 Train H
Jo Aati Hai Aur Chali Jati He
Par Dosti Enquiry Counter Hai
Jo Hamesha Kehti Hai… ”MAY I HELP U?”
Style machine
Karne Mujhe Khuda Se Kuch
Fariyaad Baki Hai,
Hume Unse Kehne Kuch Baat Baki
Hai,
Maut Aayege To Keh Denge
Zara Ruk.. Abhi Mere Dost Se Mulakaat Baki Hai!!!
Koi Dost tujh jaisa Banaya Jaye!
Jiske Asuon Ko Palko Me Chupaya Jaye!
Rahe tera Mera Rishta Kuch Aisa Ki
Agar tu Rahe UDAS To Humse Bhi Na MUSKARAYA jay.
Message ek masti hai ye call se sasti hai, neend ko udati hai, khoon ko jalati hai, dimag ko pakati hai
par kuch v ho dosto ki yaad zarur dilati hai...
Kya Jaane Kab Maut Ka Paigam Aa Jaye,
Na Jaane Kab Zindagi Ki Shaam Aa Jaye
Aey Dost Mujhe Us Din Ka Intezaar Hai,
Jab Yeh Zindagi Tere Kisi Kaam Aa Jaye..
Karni Mujhe Khudha Se Kuch Fariyaad Baki Hai..
Humein Unse Kahni Kuch Baat Baki Hai..
Maut aayegi To Kah Denge Zara Ruk..
abhi Mere Dost Se Ek Mulakat Baki Hai..
Waris ali*
Jis Gull Ki Tamanna Thi Hamein Zindagi Mein,
Shayad Woh Gull Kisi Gulistaa Mein Khila Nahi,
Jaise Dost Ki Tamanna Thi Hamein Zindagi Mein,
Vaisa Dost Hamein Kabhi Aajj Tak Mila Nahi…
प्यार की मस्ती किसी दुकान में नहीं बिकती,
अच्छे दोस्तों की दोस्ती हर वक़्त नहीं मिलती,
रखना सदा दोस्तों को दिल में सजाकर,
क्योंकि यारों की यारी कभी गैरों से नहीं मिलती।
Bina Pukare Hume Apne Sath Paoge,
Karo Wada Ki Dosti Aap Be Nibaoge
Matlab Ye Nhi Ki Roz Yad Karna
Bus Yaad Rakhna Uss Waqt Jab Khud Ko Tanha Paoge..............!
By Prince Zubair .......
Teri dosti hame apni jaan se bhi pyari hai,
Jo kisi aur ke paas nahi wo yaari hamari hai,
Shukra hai us pal ka jab aaye tum hamari zindagi mein,
Tumhe kabhi jaane nahi denge, ye zidd ab hamari hai...