Machchr Ka Bchcha Pehli Baar Uda,
Jab Wapas Aaya To Father Ne Pucha: Kaisa Laga Udke.?
Macchr Ka Bola: Bahut Achcha,
Jidhr Bhi Gya Log Taliya Bajaa Rahe The.
Karara Jawab:
.
.
Balu - tere papa doctor hai,
aur tu bimar ho gaya! saram ki baat hai.
..
.
.
.
Pinto- sharam ki bat to yeh hai ki tere papa condom bechte hai or tu phir v paida ho gaya...
Ek Baar Santa Apni Biwi Ke Saath Jaa Raha Tha,
Raste Mein Usse Ek Dost Mila
Jisse Police Ne Pakda Hua Tha.
Santa Ne Usse Puchha: Kya Hua?
Dost: Mene Apni Biwi Ko Maar Dala
Santa Kuch Sochte Huye: Saza Kya Mili Hai?
Dost: 6 Hafte
Santa: Bass Yaar, 6 Hafte
Santa Ne Aav Dekha Na Taav Fatafatt
Police Ki Gun Lee Or Apni Biwi Ko Maar Dala
Dost Rote Hue: Abe Sale,
Yeh Tune Kya Kiya?
Puri Baat To Sunta,
6 Hafte Baad Muje Phaansi Ha.