• Categories
  • Broken Heart SMS   700
  • Log kahte hain ki ladkiyan zindagi hoti he.. maut nahi.? pr log ye kyu bhool jate hain ki dhoka to zindagi hi deti hai.. maut nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Zakham aisha diya ki koi dawa kaam na aai Aag aisi lagi ki pani se bhi na bujh paayi Aaj bhi karte hai hum unko yaad jinhe yaad hamari kabhi na aayi.
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Is jahan me mohabbat kash na hoti, To safar-e-zindagi me mithas na hoti! Agar milti BEWAFA ko sazae maut, To diwano ki kabre yu udas na hoti!!
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Ye Gham Bus Teri Judaai Ka Hai, Ye Ek Aam Kisa Bewafaai Ka Hai, Aansu Hi Milenge Humein Bhi Ab, Ye Sila Bus Teri Ruswaai Ka Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Ye Shayari unke liye jinke lover ki shadi kisi aur se ho rahi hai - Woh raat dard aur sitam ki raat hogi, Jis raat rukhsat unki baraat hogi, Uth jata hu main ye sochkar neend se aksar, K ek ghair ki baaho me meri sari kayanat hogi
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • प्यार वो हम को बेपनाह कर गये,फिर ज़िनदगीं में हम को, तन्नहा कर गये, चाहत थी उनके इश्क में,फ़नाह होने की, पर वो लौट कर आने को,भी मना कर गये..
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Kadam kadam pe baharon ne saath chhoda, zaroorat padne par yaaron ne saath chhoda, vaada kiya sitaron ne saath deneka, subah hone par sitaron ne bhi saath chhoda..
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • MoHabbat Ko Meri ThukRaya He UsNe, Bewafa Bankar RuLaya He UsNe HumNe To Use HamEsha WaFa Di, BeWafai Kya He, MoHabat Kar Ke SamJaya H UsnE..
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Itni Jaldi Kya H Muje Chhodne Ki, Abi To Had Baki H Muje Todne Ki, Khilona Hu Me, Gum Na Kar Mere Tutne Ka, Mil Jayga Nya, Zarurat Nhi Muje Jodne Ki.
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Dard se hath na milate to or kya karte, Gam ke aansoo na bahate to or kya karte. Usne maangi thi humse roshni ki dua, Hum khud ko na jalate to or kya kartE.
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Kya SiLa H Bewafai Ka, Apne Paraye Or Paraye Apne Hote Ja Rahe Hai. Mohabbat Ki Shama Me Khush The Hum, Ab Bewafai Ke AaLam Me Rote Ja Rahe H
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • kash tere sapne palko pe na basate to aaj meri ankhe N barasti dil na todte to bebasi na hoti pyar ke khel me teri jeet,meri haar na hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • is behte drd ko mat roko ye to saja hai kisi ke entejar Ki log inhe aansu kahe ya deewangi par ye to nishani hai kisi ke pyar ki
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • दर्द की दास्ताँ अभी बाकी है, महोबत का इम्तेहान अभी अभी बाकी है, दिल करे तो फिर से वफ़ा करने आ जाना, दिल ही तो टुटा है, जान अभी बाकी है..
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Mohabbat ki daastan sunane aaye hain, Tabaah krne k bad wo pyar jatane aye hai Aansu pochh liye the hamnein kab ke Magar wo fir se aaj hume rulane aaye hai.
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Bewafai UsKi Mita K Aaya Hu Khat Us Ke Pani Me Baha Kar Aaya Hu Koi Padh Na Le Us Bewafa Ke Wado Ko IsLiye Pani Me Bhi Aag Laga Kar Aaya Hu.
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • A True Heart In Love Never Loses Hope.. But Always Believes In The Promise Of Love.. No Matter How Long The Time.. How Confusing The Circumstances.. And How Far The Distance..!
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS
  • Zindgi Ne Kayi Sawalat Badal Diye, Waqt Ne Mere Halaat Badal Diye, Itne Bure Nahi The Hum, Na Jane Kyun Logo Ne Apne Khayalat Badal Diye..!!
  • 10 years ago



    Tags : Broken Heart SMS