Ek Jazba Khak Hua Dil Ki Gehrayion Me Kahin
Tajub Hai.
Maut Par Uski Koi Roya Tak Nahin,
Sahil Se To Chale The Sath Me Hamsafar Banker,
Sagar Ne Duboya Hum Hi Ko Unheto Bhigoya Tak Nahin,
Ankhon Me Zinda Khuwab Thay Ya Khuwab Me Zinda Ankhen,
Tutne K Bad Hi Jana Ki Unhone To Samja Tak Nahin,
Nadani Me Jinki Khatir Sab Lutane Nikle The Hum,
Dekho Humare Na Rehne Per Bhi Unka Kuch Khoya Tak Nahin
Tu Bewafa Hai Ye To Muze Pahle Hi Pta Tha...!
Tabhi TuzSe Maine Pyaar Beshumar Kiya Tha...!!
Zanaza Mera Uthe Us Se Pahle Mehendi Lga...!
Aur Kisi Ko Apna Bnayegi Pahle Hi Pta Tha...!!
Tu Bewafa Thi Bewafa Hai Bewafa Hi Rahegi...!
Sabne Tuze Muhabbat Ka KhudaMan Liya Tha...!!
Kyu haste hai log rone
k bad
Jina padta hai Sab kuch khone k bad
Socha aaj sabko apna akhri salam bhej du
Kya pata kal meri subah na ho aaj sone k baad.
Kahan koi aisa mila jis pe dil luta deta.
Har ek ne dhoka diya kis kis ko bhula deta.
Dil ka dard dil me hi dabakar rakha,
Agar bayan kiya hota to mehfil ko rula deta.
Dilbadal na dena , SIM card ki tarah
Dosti low mat karna , battery ki tarah
Pyar kam na karana , balance ki tarah
Bich me chhod na dena , network ki tarah
Hamesha mera sath nibhana , charger ki tarah…
dard-e-dil kisi ko hum btayanahe Karte
zakhm-e-dil kisi ko hum dikhaya nahi karte
Gila shikwa kisi se hum kiya nahe karte
Naam us ka hum liya nahe kart
तू देख या न देख, तेरे देखने का ग़म नहीं,
तेरा न देखना भी तेरे देखनेसे कम नहीं,
सामिल नहीं हैं जिसमे तेरी यादे ......
वो जिन्दगी भी किसी जहनुम से कम नहीं!
Pyar Wo Hame Bepana Kar Gaye,
Fir Zindagi Mein Hamko Tanha Kar Gaye..
Chahat Thi Unke Ishq Mein Fanna Hone Ki,
Par Woh Lout Kar Aane Ko Bi Mana Kar Gaye.
If U Have A Heart
That Obeys Ur Mind..
Then U Can Win The Whole World..
If U Have A Mind
That Obeys Ur Heart..
Then U Can Win The Love Of So Many Hearts..!
Mat pooch mere sabr ki inteha kahaan tak hai..
Tu sitam kar le teri takat jahaan tak hai....
Wafa ki umeed jinhe hogi unhe hogi....
Humein to dekhna hai tu bewafa kahaan tak hai.