Eid of sacrifice, & commitment 2 allahs orders, May Allah bless us with the same in all circles of life, & help all amongst us, who r helpless, worried, & waiting 4 his rehmat, Ameen. Eid Mubarak.
Momin K Liye To Jan-E-Hasti Hay NAMAZ
Iman Ki Aghosh Me Basti Hay NAMAZ
Milti Nahi Mehshar Me Kisi B Qeemat Par
O Zindagi Walon Pad Lo Abhi Sasti Hay Namaz.
Sada haste raho jaise haste hain phool,
Duniya ki sare gham tumhe jaye bhool,
Charo taraf phalao khushion ka geet,
Eisi ummid ka sath Yaar tumhe...MUBARAK ho EID
Kitni Jaldi Ye Arman Guzar Jata Hai
Pyas Lagti Nai IFTAR Guzar Jata Hai
Hm Gunahgaro Ki Magfirat Kr Mere Pyare ALLAH
Ibadat Hoti Nai Or Ramzan Guzar Jata Hai
Be-Zabano Ko Jab Wo Zaban Deta Hai
Parhen Ko Phir Wo Quraan Deta Hai
Bakhshne Pe Aaye Jab Ummat k Gunaho’n Ko
Tohfey Mein Gunahgaro’n Ko “Ramzan” Deta Hai…
The moon has been sighted The samoosas are ready
Here comes EID so just go steady
Lots of duas is all i request
and just wanted to wish you all the BEST!!!
"Eid Mubarak"
Momin K Liye To Jan-E-Hasti Hai NAMAZ
Iman Ki Aghosh Me Basti Hai NAMAZ
Milti Nahi Mehshar Me Kisi Bhi Qeemat Par
O Zindagi Walon Padh Lo Abhi Sasti Hai Namaz.
Sharique S.K
मुबारक मौका अल्लाह ने अताह फ़रमाया;
एक बार फिर बंदगी की राह पे चलाया;
अदा करना अपना फ़र्ज़ तुम खुदा के लिए;
ख़ुशी से भरा हो ईद का मौका आपके लिए।
ईद मुबारक!
I wish u ALL a very happy & peaceful Eid. May Allah accept ur gud deeds, forgive ur transgressions & ease d suffering of all ppls around d globe.
Eid Mubarik
“EID Ki Dua”
Chupke se chand ki Roshni Choo Jaye Apko
Dheere se Ya Hawa Kuch Keh Jaye Apko
Dil se jo Chahtay Hoo Maang Lo Khuda se
Hum Dua Kartay Hain Mil Jaye Wo Apko…