For this, is a special time when family
And friends get together,for fun.
Wishing laughter and fun to cheer your days,
In this festive season of EID and always!!!!!!!!
>>Happy EID MuBarAk>>
EidIs The CombinationOf 3 MeaningfulWords…
E-Embrace With Open Heart
I- Inspire With Impress Attitude..
D-Distribute Pleasure To All
EID Ul Fitra Mubark…
Advertisement
Subha jab bhi nikhar dekhna
Sham jab bhi bahar dekhna
Raat ko tanhai mein
Tare jab bhi her baar dekhna
Pyar ko sada abaad rakna
Pyar ko Eid k lamhon me yaad rakhna
Hum App Ki Yaad Main Udas
Hain, Bas App Se Milnay
Ki Aas Hain, Chahe Dost
Kitnay Hi Kyon Na Ho,
Mere Liye To App Hi Sab
Se Khas Hain. Eid Mubarak
To My Cute, Sweet And
Special Friend.
Gulshan ko kar rahi Mo’attar Hawa-e-Eid
Aata nahi kuch Nazar kuch b Siwaye Eid
Meri Taraf se Eid Mubarak ho Aap ko
Bus Mere pass hai Yehi Tohfaa Bara-e-Eid
“तू मेरी दुआओं में शामिल है, इस तरह
फूलों में होती है खुशबु जिस तरह
अल्लाह तुम्हारी जिंदगी में इतनी
खुशियाँ दे ज़मीन पर होती है,
बारिश जिस तरह । ईद मुबारक
Chupkay say chand ki Roshni Choo Jaye Apko
Dheeray Say Ya Hawa Kuch Keh Jaye Apko
Dil Say jo Chahtay Ho Maang Lo Khuda Say
Hum Dua Kartay Hain Mil Jaye Wo Apko
EID MUBARAK
मुबारक मौका अल्लाह ने अताह फ़रमाया;
एक बार फिर बंदगी की राह पे चलाया;
अदा करना अपना फ़र्ज़ तुम खुदा के लिए;
ख़ुशी से भरा हो ईद का मौका आपके लिए।
ईद मुबारक!
A Very Deep Msg :
Kisi Ne Kaha
Bachpan Ek Baar Milta Hai Khoob Khel Kood Karlo
Kahin Se Awaz Aai
Jawani Dewani Hay Saray Mazay Karlo
Koi Bola
College Or Univesty Life
Ek Bar Milti Hay Khoob Masti Karlo
Lakin
Afsos
Koi Ye Nahi Kehta
Zindagi Bhi Ek Baar Milti Hai
Allah Ko Raazi Karlo..!
Ek farishta pukarta hai,
Ki aye namazi agar tu dekh le
Ki tere samne kaun hai aur,
Tu kisse baat kar raha hai,
To ALLAH KI QASAM tu QAYAMAT tak,
NAMAZ khatm na karega..
EID AI TO KHAYAL AYA HAMAIN
JANE KAB BICHRAY HUWE LOG MILAY
JEE MAIN ATAY HAI ABHI TUM SE KAHAIN
EID KA CHAND MUBARAK HO TUMHAIN
HUM HAIN KHAMOSH HAMAIN DAR HAI YEHI
LAB KHULAIN GAY TO PUKARAIN GAY TUMHAIN
TUM KO DEKHAY HUWE SADIYAN BITI
TUM SE KEHNA HAI YEHI AJJ HAMAIN
MAANGNA BHOOL NA JANA HUM KO
CHAND KO DEKH KAY GAR HATH OTHAIN!!