Is Eid par
woh mere sath nhi hai..
magar woh, uski yaaden, uski baatain..
sub mujya yaad hain..
Us ne be mjya yaad kia ho ga..
phir mere khayalon main khoye howe..
Tasawar ki kis lamhe main
dhere se kaha ho ga.
~ Eid Mubarak ~
Chupkay say chand ki Roshni Choo Jaye Apko
Dheeray Say Ya Hawa Kuch Keh Jaye Apko
Dil Say jo Chahtay Hoo Maang Lo Khuda Say
Hum Dua Kartay Hain Mil Jaye Woo Apko
EID MUBARAK
DIL BEHAL JAYE MUSARRAT SE MERA EID KAY DIN
AYE GHUMAY YAR MERE PAS NA AA EID KAY DIN
PHIR MUJHE QARB KI SOOLI PE CHARHANE WALAY
YAAD AYA TERA PAIMANAY WAFA EID KAY DIN
Sufi soap, Lado soap, Comandar Soap, Roban Neel, Kashmir Banaspati, Sufi cooking Oil, DaldaBanspati Metro
millon agarbati,Pepsi,7up,Team Sprite,Dew, National chat masala,Surf Exel, Wheel,Bonous,Areal, aur meri
taraf say advance EID Mubarak .
Na gujarna eid ke din kisi masjid ke samne se.
Kahi log chand samjh kar roja na tod de.
Ho kar khafa khuda tum se kahichand jaisa,
chehra banana na chod de.
Do you know what is the meaning of the word EID ? Eid is the combination of three meaningful words as follows:
E = Embrace with open heart
I = Inspire with impressive attitude
D = Distribute pleasure to all peoples
EID Mubark To ALL.
“रिश्ते खून के नहीं होते, रिश्ते
एहसास के होते हैं, अगर एहसास हो
तो अजनबी भी अपने होते हैं, और अगर
एहसास ना हो तो अपने भी अजनबी
हो जाते हैं । ईद मुबारक!”
Sufi soap, Lado soap, Comandar Soap, Roban Neel, Kashmir Banaspati, Sufi cooking Oil, Dalda Banspati Metro
millon agarbati,Pepsi,7up,Team Sprite,Dew, National chat masala, Surf Exel, Wheel,Bonous,Areal, aur meri
taraf say advance EID Mubarak
Eid Ul Adha Prayer
Allaho-Akber, Allaho-Akber. La Ila-Ha Ill-Lal-Lah. Allaho-Akber, Allaho-Akber. Wa-Lilahill Hamd.
(Allah Is Great, Allah Is Great.
There Is No God But Allah.
Allah Is Great, Allah Is Great.
And All Praises Are For Allah).
Ek hadisme aathe ki jab tak
Is ruajmin par ek bhi allah allah (iman wala)
Baki rahega allah tala
Pure duniya ke nijamko chalaige
Agr ek bhi allah allah (iman wala)
Bakhi nahi rahega allah tala pure duniya
Ko tod fod dege yani(khayamat aajaigi).
Guzre hue wasal ke din raat bhool ja
Milne na deinge ab hamein halaat bhool ja
Mausam badal gaye hain zamana guzar gaya
Ae dost tu bhi eid-e-mulaqaat bhool ja
Na Gujarna EID ke Din kisi Masjid Ke samne se, kahi log CHAND samjkar ROJA Na Tod de, Hokar Khafa Khuda Tumse kahi Chand Jaise Chehre Banana na Chor De..