Is msg ko aagay frwrd zarur kare’n
Kya pata aap ki waja se kisi ka bhala ho jaye…
“Jin larkiyo’n ko is Eid pe date marney k liye ya apni frndz ko jalaney k liye pyare se boyfriend ki zarurat ho tou wo is # pe contact kare’n…”
EID Ki Dua
Chupkay say chand ki Roshni Choo Jaye Apko
Dheeray Say Ya Hawa Kuch Keh Jaye Apko
Dil Say jo Chahtay Hoo Maang Lo Khuda Say
Hum Dua Kartay Hain Mil Jaye Woo Apko
EID MUBARAK
Eid aaye Tum na aaye kya Maza hai Eid ka
Eid hi to Naam hai Ek Dusrey ki Deed ka
Apna to kisi Tour katt jaye ga ye Din
Tum jis se milo aaj us ko Eid Mubarak
कहने को तुम्हें ईद मुबारक मैं आया हूँ;
तेरी ज़िंदगी से सारे गम चुराने आया हूँ;
आज के दिन जो मांगोगे खुशियाँ तुम;
वो रहे सदा तेरी ज़िंदगी में ये दुआ मांगने आया हूँ।
ईद मुबारक!
May the blessings of Allah fill your life
May the blessings of Allah fill your life with happiness and open all the doors of success now and always.
Eid Mubarik
Eid Ul Adha is Eid of sacrifice
Eid ul adha is eid of sacrifice, and commitment to Allahs orders,May Allah bless us with the same in all circles of life,and help all amongst us, who r helpless,worried, and waiting for his rehmat, Ameen.Eid Mubarak.
Isse pahle ki EID ki sham ho jaye
mubarak ka silsila aam ho jaye
bhid me shamil hamara bhi nam ho jaye
kyon na EID ka abhi se salam ho jaye..EID MUBARAK
Khusiyan Naseeb Ho Jannat Qareeb Ho
Too Chahe Jise Wo Tere Qareeb Ho
Kuch Is Tarha Ho Karam Allah Ka
Makka Aur Madina Ki Tujhe Ziyarat Naseeb Ho...
"Eid Mubarak Frnds"...
Aap ko lado soap, gaey soap, habib cooking oil,habib banaspati, parwaz fan,metromilanagarbati bananay
waley,kinola cooking oil, aur meri taraf say dili eid mubarik.
Hope Love & Laughter,
warmth & wishes
joy and a Bouquet of Eid Wishes,
Especially for you!!!
jublications become a past of your eid and your life?.!
EID MUBARAK
As you celebrate this holy occasion, you are wished the brightest moments that EID can bring, lots of love
and laughter to fill ur days with cheer and a New year that is sure to bring you, the best of everything
Packing Start Kardoo,
Phir Nahi Kehna K Bataya Nahi,
Abhi Kuch Din Baqi Hain,
Ramadan Ka Chand Nazar Aanain Main,
Nazar Aatai Hi Apko 1 Month K Lie Band Kardia Jaiga..
Kash hum ek SMS hoty
bas aik click mey aap ky paas hoty
mana k aap hamy delete kar detay
laikin kuch dair k liye tou hum aap ky paas hoty
or bari khushi say kehtay EID MUBARAK