• Categories
  • Eid Mubarak SMS   546
  • Here comes the day, once in a blue moon. With chanda mama shinin up bright And blessing everyone... Her luv so tender, merciful. Shinin down on the earth wishin us "Happy eid".."Eid mubarak"
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Shiraza Hua Millat-E-Marhoom Ka Abtar Ab Tu Hi Bata Tera Musalmaan Kidhar Jaye Wo Lazzat-E-Aashoob Nahi Behr-E-Arab Mai Posheeda Hai Jo Mujh Mai Wo Tufan Kidhar Jaye Is Raaz Ko Ab Faash Kar Aey Rooh-E-Muhammad (S.A.W) Aayat-E-Ilaahi Ka Nigehbaan Kidhar Jaye
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Na ZUBAN Se, Na Miscall Se, Na SMS Se, Na FONE Se, Na POST Se, Na GREETING Se, Na EMAIL Se, Hum To Kehty Hain… Direct Dil SE, Eid Mubarak
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • @===========@ “Aslamo Alaikum” @===========@ “with “the “name “of @***********@ !! *{ALLAH}* !! !************@
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Hum app ki yaad main udas hain, Bas app say milnay ki ass hay, Chahay dost kitnay hi kion na hoon, Maray liye tu app hi sab se khas hain… Eid Mubarak To My Cute, Sweet and Special Friend.
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Hum app ki yaad main udas hain, Bas app say milnay ki ass hay, Chahay dost kitnay hi kion na hoon, Maray liye tu app hi sab se khas hain Eid Mubarak To My Cute, Sweet and Special Friend.
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • “EID Mubarak” Yeh dua mangte hain hum eid k din, Baqi na rahe aap ka koi gham eid k din, Aap k angan mein utre har roz khushion bhara chand or Mehakta rahe pholon sa chaman EID k din.
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • khushion se bhari phoolon se dhaki khusbboan me basi, rango se saji, taroon me chupi, supnon me dhali, aur shabnam se dhuli EID Mubarak 2 u & all ur family.
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Farz Kijiye Is Daour Main Nubuwat Hoti Namaaz Ki Bulandi Kaha Per Hoti Shabbir Se Shifa, Melee Na Hoti Pehchan Bhi Zamane Main Mushkil Se Hoti
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Subeh Subeh uth ke ho jawo Fresh, Pehenlo aj sobse aacha sa koi Dress, Doston ka sath aab chalo Ghumne, Eid Mubarak Karo sabko jo aaye Samne. Tumko bhi EID MUBARAK
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Everyone sent u Tradition words about Eid but i m the fist one To send u “Meat Mubarak” And Keep on eating Different dishes On this season
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Kash hum ek SMS hoty bas Kash hum ek SMS hoty bas aik click mey aap ky paas hoty mana k aap hamy delete kar letay laikin kuch dair k liye tou hum aap ky paas hoty or bari khushi say kehtay EID MUBARAK
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • सदा हस्ते रहो जैसे हस्ते हे फुल, दुनिया के सारे गम तुम्हे जाए भूल, चारो तरफ फैलाओ खुशियो के गीत, ऐसी उम्मीद के साथ तुम्हे मुबारक हो ईद
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • zindagi ka her pal khushion se kam na ho ap ka her din eid ke din se kam na ho aisa eid ka din app ko hamesha naseeb ho Jis main koi dukh koi ghum pass na ho eid mubarak
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • A Chand Tu Unko Mera Pegham Keh Dena Khushi Ka Din Aur Hansi Ki Sham Keh Dena Jab Wo Dekhe Tujhe Bahir Aa Ker Unko Meri Tarf Se Eid Mubark Keh Dena.
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Ramdan Me Shaam 6 Bajay Ke Baad Koi Apni Girlfriend Ko SMS Nahi Karay Ga, Very Simple Woh Aftaari Bana Rahi Hogi Pakoray Jala Degi Yaar
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • May the day delight and the moments measure all the special joys for all of you to treasure. May the year ahead be fruitful too, for your home and family and specially for you. EID MUBARAK
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Eid Mubarak Ho Aapko, Dher Sari Tarif Aur Khusiya Mile Aapko, But Jab Eid Mile Aapko To Please Doston, Aap Yaad Karna Sirf Mujhko.! Wish You 2 All - Eid Mubarak.!
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Eid leka aate hai dher sare khusiya, Eid mita deta hai insan mai duriya, Eid hai khuda ka ek nayam tabarok Eisi liye kahte hai sab EID MUBARAK.
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Zindegi ka her pal khushiyon se kam na ho aap ka her din eid ke din se kam na ho aisa eid ka din apko hamesha naseeb ho eid mubarak
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS