Wish u Happy Janmashtmi
and I pray to God for ur prosperous life
May u find all the delights of life
may ur all dreams come true
My best wishes will always be with U.
Kare Kare Kanha ka Janam Divas
Radhe k Bhole ka Kanha ka Janam Divas
Devki -Yashoda ke Kahna ka Janam Divas
Hum sabhi ke pyare Kanha ka Janam Divas
Mubarak Ho, Mubarak Ho........
गोपाल सहारा तेरा है.
नंदलाल सहारा तेरा है.
तू मेरा है मैं तेरा हूँ.
मेरा और सहारा कोई नहीं.
तू माखन चुराने वाला है.
तू चित को चुराने वाला है.
तू गौयें चराने वाला है,
तू बंसी बजाने वाला है.
तू रास रचाने वाला है.
Chandan Ki Khushboo Resham Ka Haar,
Sawan Ki Sugandh Aur Resham Ki Fuhaar,
Radha Ki Ummid Ko Kanhaiya Ka Pyaar ,
Mubarak Ho AapKo Advance Janmashtami Ka Tyohaar..!!
Radha ki chahat h krishna,
Uske dil ki virasat h krishna,
Chahe kitna v ras racha le krishna,
Duniya to phir v yhi kehti h.
"RADHE KRISHNA"
HAPPY JANMASTMI.
krishan ki mahima, krishan ka payar. krishan mai shardha , krishan se sansar ...mubarak ho apko janmasthami tyohar..LILA DHAR ki kirpa aap par sada barasti rahe .....
Maakhan Khave, Shor Machave
Gopiyon Ke Sang Raas Rachave
Murli Bajake Mann Harshave
Hai Natkhat Nand Gopal.
Wish U Happy Janmashtmi..
Jai Shri Krishna..
Krishna ki kadmo par kadam badhaye chalo ,
Murli nahi hai to siti bajaye chalo ,
Radha to ghar wale dila hi denge ,
Tabtak gopiya pataye chalo ..!!
Wishing You A Happy And Blessed JANMASHTAMI ..!!
Shri Krishna Govind Hare
Murare, He Nath Narayan,
Vasudeva, Tribhvan Ke
Swami, Sakha Humare,
He Nath Narayan Vasudeva,
Aapko Janamashtmi
Ki Hardik Shubhkamnaye.