Kare Kare Kanha ka Janam Divas
Radhe k Bhole ka Kanha ka Janam Divas
Devki -Yashoda ke Kahna ka Janam Divas
Hum sabhi ke pyare Kanha ka Janam Divas
Mubarak Ho, Mubarak Ho........
Murli Manohar, Brij ke Dhrohar.
Wo Nandlalla Gopala,
Bansi Ki Dhun Pr Sab k Dukh HarneWala.
Sab Milkar Machay Dhoom Ki Krishna Ana Wala Hai.
Happy Krishna Janmashtami.
krishan ki mahima,krishan ka pyar,
krishan me shradha,krishan se sansar,
mubarak ho apko janmasthami ka tyohar..
SHRI KRISHAN ki kripa aap par sada bani rahe..
Mishri Se Mithe He Krishna Ke Bol,
Koi Kaise Lagaye Unka Mol,
Heere Se Jyada He Krishna Anmol,
Itni Taarif Ki He Pyaare,
Ab To "Jay Shree Krishna" Bol.
Happy Janmashtami To All My Friends
While the Rasa lila re-creates the flirtatious aspects of Krishnas youthful days; The Dahi Handi celebrate Gods playful and mischievous side. Happy Krishna Janmashtami!
Socha Kisi Apne Se Baat Kare,
Apne Kisi Khas Ko Yaad Kare,
Kiya Jo Faisla Janmashtmi Ki Subhkamna Dene Ka,
Dil Ne Kaha Kyo Na Aapse Suruaat Kare..
Happy Janmashtmi
Murli Manohar, Brij ke Dhrohar.Wo Nandlalla Gopala
Bansi Ki Dhun Par Sabke Dukh HarneWala.
Sab Milkar Machaye Dhoom Ki Krishna Ana Wala Ha
Happy Krishna Janmashtami
Ab kahiye"Happy janmasatmi".
Apne favorite Star "shipra"ko.
Dial kare 94**48**97 par @1p/2sec. Or sune Unki Madhur Awaj,
Hurry up Offer10 Aug 2012 Tak..
Radha ki bhakti,
murli ki mithas,
makhan ka swaad aur gopiyo ka raas,
sab milke banta hai janmastmi ka din khaas...... Happy janmastmi in advance swee2
राधा ने त्याग का पंथ बुहारा, तो पंथ पे फूल बिछा गया कान्हा;
राधा ने प्रेम की आन निभाई, तो आन का मान बढ़ा गया कान्हा;
कान्हा के तेज को भा गई राधा, तो राधा के रूप को भा गया कान्हा;
कान्हा को कान्हा बना गई राधा, तो राधा को राधा बना गया कान्हा.!!
Happy Janmashtami.
Socha kisi apne se baat kare,apne kisi khas ko yaad kare,kiya jo faisla JANMASHTMI ki subhkamna dene ka,dil ne kaha kyo na aapse suruaat kare.. Happy Janmashtami.