krishan ki mahima, krishan ka pyar,
krishan me shradha, krishan se sansar,
mubarak ho apko janmasthami ka tyohar,
SHRI KRISHAN ki kripa aap par sada bani rahe..
****Happy Janmashtami****
Kabhi Apne Gaur Kiya hai?
RADHE KRISHNA
What Does it Mean?
Just Think
Speak These Words Very Slow
RAAH-DE KRISHNA
Means Give Me Direction..!
HAPPY JANMASHTMI..
krishan ki mahima, krishan ka payar. krishan mai shardha , krishan se sansar ...mubarak ho apko janmasthami tyohar..LILA DHAR ki kirpa aap par sada barasti rahe .....
Maakhan chorr hai aayo,
Yashomati Maiya ka nandlala,
Dharti pe bhagwan ka avataar hai aoyo,
Harne Kans jaise papi ko
Karne kalyan Dharti maa ka..
Sheshnaag ki chatra mein wo hai aayo
Banke Kanha makhan chorr hai aayo
Krishna ki kadmo par kadam badhaye chalo ,
Murli nahi hai to siti bajaye chalo ,
Radha to ghar wale dila hi denge ,
Tabtak gopiya pataye chalo ..!!
Wishing You A Happy And Blessed JANMASHTAMI ..!!
Chandan Ki Khushboo Resham Ka Haar,
Sawan Ki Sugandh Aur Resham Ki Fuhaar,
Radha Ki Ummid Ko Kanhaiya Ka Pyaar ,
Mubarak Ho Aap Sabhi To Janmashtami Ka Tyohaar..!!
चन्दन की खुशबु को रेशम का हार;
सावन की सुगंध और बारिश की फुहार;
राधा की उम्मीद को कन्हैया का प्यार;
मुबारक हो आपको जन्मआष्ट्मी का त्योंहार!
शुभ दिवस जन्मआष्ट्मी!