For this, is a special time when family
And friends get together, for fun.
Wishing laughter and fun to cheer your days,
In this festive season of JANMASHTMI and always..
Happy JANMASHTMI..
Chandan ki khusbu,Resham ka haar
Bhado ki shugandh, Barish ki fhuhar
Dil ki ummide, Apno ka pyar.
Mangalmay ho aap ko Sri Kirshna Janmashtmi ka tyohar.
Happy Janmashtami.
Kare Kare Kanha ka Janam Divas
Radhe k Bhole ka Kanha ka Janam Divas
Devki -Yashoda ke Kahna ka Janam Divas
Hum sabhi ke pyare Kanha ka Janam Divas
Mubarak Ho, Mubarak Ho........
Makhan chura kar jisne khaya.
Bansi baja kar gopiyo ko jisne nachaya.
Aao khushi manate hai uske janmdin ki.
Jisne duniya ko prem karna sikhaya.
"Jai shree krishna"
"happy janamshtami"
Radha ki bhakti,
murli ki mithas,
makhan ka swaad aur gopiyo ka raas,
sab milke banta hai janmastmi ka din khaas...... Happy janmastmi in advance swee2
badalo ko barsna hoga,
nadiyo ko aana hoga,
ham aapke darbar khade hai bhaiyo,
ham sab ko milke janmastmi ka tyohar manana hoga...jai shree gopala kar de kaam hataa de in beimano ki dharm sala.........