: Story
MAA : Beta Ager Meri Ankhain
Kharab Ho jaye to tum kya karo ge?
.
.
Beta : Maa tumhain sheher le jaon
ga wahan ilaaz kerwaon ga
.
MAA : Ager phir bhi theek na hui
tou? ... ...
.
Beta : Maa main paisay kharch
kerun ga tumhain Bahir mulk le ja
ker Ilaaz karwaon ga........
Maa hass padi :)
.
Beta : Acha Maa ager meri Ankhain kharab ho
jayen to tum
kya karogi?
.
.
MAA : Mere LaL, main tujhe apni
ankhe de dungi
*Nitesh *
1 story -kal mere g.f ka birthday tha aur oo mujhse gift me ring jahte the aur mai unse sadi karna chata tha aur kal subha mai ne unko gift me 1 mobile diaa per tab mere g.f ne usko fek diaa usne kaha mujko ring chaheye mobile nahi tab mai road per gya hum ko chort lag gaye aur mai ohe maar gya tab mere g.f aaye bole huye sumit usne mera gift v liye tha usme phoneme call aaya to usme ringtone tha "hey megha u have a poket my ring"tab mere g.f rone lage.
Djsumit
sad love story ;-(
1 Ladki Ko Anguthi Chahiye Thi,
Lekin Uske Boyfriend Ne Use Anguthi K Badle Me 1 Teddy Bear Dia.
Gusse Me Ladki Ne Us Teddy Bear Ko Road Pe Fek Dia.
Boyfriend Teddy Bear Lene Road Pe Gaya Lekin Tabi Peche Se Ek Car N
e Use Takkar Maar Dia Or Wo Ladka Wahi Mar Gaya.
Uske Antim Sanskar K Din Us Ladki Ne Teddy Bear Ko Zoor Se Gale Lagaya Or Tab Teddy Bear K Andar Laga Hua Machine Bola.
"Kya Aap Mujse Shadi Karoge, Anguthi Mere Pocket Me He.
Respect Ur Love
Tum Raat Din Muje Sochte Ho
Kaho Na Kaho Hume Sab Pata He
Karu Kya Muje Tum Batate Nhi Ho
Chupate Ho Mujse Tumhari Khata He
Meri Bekarari Ko Hadse Badhana
Tume Khub Aata H Baate Banana
Bekarar Krke Mera Chain Lena
Sata Ke Mohbt Me Dard Dena
Dekhkar Muje Palke Jhukana
Shararat Nhi H To Fir Kya H
Tume Nind Ayegi Ab Na Mere Bin
Muje H Yakin Aisa Ayega 1 Din
Teri Baho Me Soye Rehnge
Tere Khyalo Me Khoye Rahnge
Kbi Gaur Se Meri Anko Me Dekho
Meri Jaan Tumhara Hi Chehra Chupa H.
मौत के पास भी जाकर देखा है,
मैने भी दिल लगा कर देखा है!
चाँद को लोग दुर से देखते है,
मैने चाँद को पास बुला कार देखा है!
इश्क की किमत पुँछ लो मुझसे,
मैने घर तक लुटा कर देखा है!
प्यार तो भीख मेँ भी मिल जाता है,
मैने तो दामन को भी फैला कर देखा है!
एक शंक्स है जो भुलता नही मुझसे...
मैने सारी दुनियाँ को भुला कर देखा है...!OR!
Ek din gir k mere aansuone mujse kaha...
"Wjud kya h hmara tmhari njro me
Hr lmha tm uski yaad me hme khudse dur kr deti ho"
Jb ki wo hi tmhara apna nhi
Jiske liye tmne hme gira diya...
Ek ladka or ladki ek dusreko bahut
pyar karte the.
Ek din ladki mar gayi, usne swarg me
se
ladke ko kaha, "ek wada tha tera har
wade ke piche, tu milega muje har
gali
har darwaje ke piche. Par kyun tu itna
BEWAEAA nikla, ek tu hi neahi tha
mere
janaze ke piche"
ladke ne ankh me ashu ke sath javab
diya, "ek wada tha mere har wade k
piche,
milunga tuje har gali har darwaje ke
piche. Tune hi mud kar nahi dekha, ek
aur janaza tha tere janaze k piche
1 choti bchi apne papa k sath ja rhi thi. 1 pul par pani bahut tezi se bah rha tha.
Papa- Beta daro mat,mera hath pakad lo.
Bchi- Nahi papa ap mera hath pakad lo.
Papa(muskura kar bole)- dono me kya antar h?
Bchi- agar maine apka hath pakda or achank kuch ho jae to shayad main apka hath 6od du, LEKIN agar ap mera hath pakdenge,to me janti hu k chahe kuch bhi ho jaye, AP MERA HATH KABHI NHI CHHODENGE.
"THAT IS GREAT LOVE."
"Aj bhi Bacche hath chhod dete h mgr Maa-baap nhi"
cute love story
Boy:Kya main tumhe pyara lagta hun?
Girl:Nai
...
Boy:Kya tum mere sath rehna chahti ho?
Girl:Nai
Boy:Agar main marr jaun to tum ro gi?
Girl:Nai
Larka boht udas ho gya use boht dukh hua or wo rone lga :(
Larki ne use apne kareeb kiya or kaha
Tum Pyare nai bohut Khubsurat ho Main tumhare sath Rehna nai balki Jeena chahti hun
Agr tumhen kuch ho gya to mein Roun gi nai Marr jaun gi
HEART TOUCHING STORY.
Ek Larki Janaza Dekh Kar.,
{Muskurany Lagi}
To.
Ek Buzurg Ne Kaha
Beti Jawan Mout Par Nahi Muskurate..??
Larki Ansu Ponch Kar Boli
Baba.
KYA KARU WADA KIYA THA
JAB BHI MILENGAY MUSKURA KAR MILENGAY.
By - santu maity
Mere Hato Ko Apne Hato Me Tham K Usne Pucha
Pyar Karte Ho Mujhse?
Hum Chup The
Usne Fir Pucha Kya Mai Tume Pasand Nahi?
Hum Kuch Na Keh Sake
Usne Pucha Zindagi Bitaoge Mere Sath?
Humne Ankhe Jhukali
Usne Kaha Mere Sukh Dukh Me Hamesha Sath Rahoge?
Hamari Ankho Me Ansu The
Wo Hamara Chehra Utha K Dekha To Hairan Hogaya Aur Pucha Ankho Me Ansu Kyu?
Humne Kaha Pyar Karnewalo Ko Agar Ye Sab Puchna Pade To Pyar Kaisa
Pyar To Rooh Se Hota Hai
Ankho Me Pada Jata Hai
Aur Dil Me Basaya Jata Hai!!
♥1 PiyaR KI KahanI♥
""-"-"-"-"-"-"-"-"-"-"-"-""
Ek Parinda Safed Phool Se Pyar Kar Betha!
Kafi Din Bad Parinde Ne Phool Ko Prpose Kia..!
Phool Ne Kaha Jab Me Safed Se Lal Ban Jaoga..!
Tab Tumse Pyaar Karonga....!
Parinde Ne Apni Chonch Se Apna Pet Kat Dia.
"OR"
Sara Khoon Phool K Upar Ja gira...!
Phool Safed Se Lal Ho Gaya....
"OR"
Phool Ko Parinde Se Pyar Ho Gaya...!
Par Aafsoos Parinda Zinda Nahi Raha...!
♥YeH H SachA PiyaR♥
By- OR Dhandhal♥♥
Sab kuch apna teri mohabbat mein haar ke
Main ja raha hu ab teri khusiyo ke sansaar se,
Viraan hai jahan dil bhi udaas hai
Ab kabhi na lautenge vo beete din bahaar ke,
Ek haseen khwaab mila vo bhi bhi chaar din ke liye
Bahut dekhe hain humne hausle yahan pyaar ke,
Khud se bhi begaane ho gaye, ek tere liye
Mout jaise thoker lagi is dil pe tere ek inkaar se,.
To jhuka jhuka k nazar kion milayee jati hay,
Banaa banaa k tamanna mitayeejaati hay,
Tarah tarah say wafa aazmayeejaati hay,
Hijaab un ko meri mohabbat ka aitbar nahin,
To jhuka jhuka k nazar kion milayee jaati hay,
Hamaray dil ka pata wo hamain nahin daitay
Hamari chiz hum hi say chupai jaati hay,
Saqi, Doori-e-manzil say naa-umid na hoo
Manzil ab bus aa hi jaati hay
Ek dada aur dadi ne
Apni jawani ke dino ko fir se yaad kar ke manane ka socha,
Un hone faisla kiya ke hum phir darya kinare milenge
Dada subha jaldi uth kar tayyar ho ke
gulab le kar phoche par dadi nahi aayi..
Dada gusse me ghar pahoch,
tum aayi nahi, main intzar karta raha thmara
Dadi ne sharma kar kaha
maa ne jane nahi diya..!
Sheeshe Ke Aaine Main Dekhti Hai
Woh Khamosh Nazre.
Ghunghat Main Chehra Chupaai Hue.
Aankhon Main Kajal Sajaye Hue.
Chhod Ke Apna Ghar Aangan
Chali Ayee Meri Dulhan Ek Naye Duniya Basane.
Ho Gaye Parai Jahan Beeta Uska Bachpan.
Aur Jawani Ki Hassen Raahein.
Aapnana Hai Wo Sansaar.
Jis Main Bana Ni Hai Naahi Kahaani.
Mathe Ki Bindiya Kuch Kehti Hai Us Se.
Haatho Ki Kangan Khankati Hai.
Jaise Kehte Hai Saheli Rukh Ja Re Saakhi..
Na Chor Woh Raahein.
Jis Me Khela Tera Bachpan
miss u
Ek College Ke Kuch Ladke Roz Ek
Hotel Me Jate
Aur Ek Waiter Ko Khoob Preshan
Karte The.
Ek Din Unhe Apni Galti Ka Ehsaas
Hua Aur
Unhone Waiter Ko 10 Rupaye Tip
Dekar Maafi Mangi-
"Sorry Bhai,aaj K Baad Hum Tumhe
Kabhi Preshan Nhi
Krenge."
Waiter Khush Hokr Bola-"thnx
Bhai,main V Waada Karta Hoon
Ki Aaj K Baad Aaplogo Ki Coffey Me
Thooka Nhi Krunga !
HEART TOUCHING STORY.
Ek Larki Janaza Dekh Kar.,
{Muskurany Lagi}
To.
Ek Buzurg Ne Kaha
Beti Jawan Mout Par Nahi Muskurate..??
Larki Ansu Ponch Kar Boli
Baba.
KYA KARU WADA KIYA THA
JAB BHI MILENGAY MUSKURA KAR MILENGAY.
Basaya Tha Dil Me Unhe Ye Chahat Ki Bat Thi.
Wo Pardeshi Nikale Fitrat Ki Bat Thi.
Wado Pe Unke Aaj Bhi Ji Rahe H Hum.
Hume Tha Intajar Adat Ki Bat Thi.
Ruswa Wo Kar Gaye Hume Sabke Samne.
Hum Kuch Bhi Na Kar Sake Sarafat Ki Bat Thi.
Chaha Humne Paya Kisi Or Ne Unhe.
Wo Mile Na Hume Kismat Ki Bat Thi.
Humari Dasta Sun Ke Sara Jaha Roya.
Sirf Hum Na Roye Himat Ki Bat Thi.
By -santu maity