Kitna samjhaya dil ko ki tu pyar na kar.
Kisi ke pyar me khud ko bekrar na kar.
wo tere nahi hai nadan o pagal.
Kisi aur ki amanat ka intazaar na kar..
Nigaahe Fer Kar Mujhse Mera Dil Todne Waale..
Mujhe Raah E Mohabbat Me Akela Chhodne Waale..
Agar Leti Hu Tera Naam..
To..
Mohabbat Ho Jayegi Badnaam..!
Kitna samjhaya dil ko ki tu pyar na kar.
Kisi ke pyar me khud ko bekrar na kar.
wo tere nahi hai nadan o pagal.
Kisi aur ki amanat ka intazaar na kar...
Aapko Sms Karna Roz Ki Baat Ho Gayi..
Yaad Karna Aadat Ki Baat Ho Gayi..
Aapse Door Rehna Kismat Ki Baat Ho Gayi..
Magar
Aapko Bhulna No Chance
Apne Bas Ke Baahar Ki Baat Ho Gayi..!