Aasman Se Tod Ke Ek Taara Diya Hai..
Meri Tanhaai Ko Ek Sahaara Diya Hai..
Meri Kismat Bhi Naaz Karti Hai Mujhpar..
Ki
Khuda Ne Mehboob Hi Itna Pyaara Diya Hai..!
ZiyaWorld:
Ajnabi Logon Se Dil Joda Nahi Jaata..
Pyar Ke Rishto Ko Tola Nahi Jaata..
Mohabbat To Har Koyi Kar Leta Hai..
Koyi Izhaar Karta Hai Aur Kisi Se Bola Nahi Jaata..!
मेने :boy: हमेशा 13:07 दिया, :kissing_heart: तुम भी मेरा 07:02 :relaxed: हम 02:09 :couple: को हमेशा 01:07 रहना है, :wink: इस लिये मुझे_छोड़ने :pensive: की गलती 02:12 मत करना...
Ishq Aisa Karo Ki Dhadkan Me Bas Jaaye,
Saans Bhi Lo To Khushbu Usi Ki Aaye,
Pyaar Ka Nasha Aankhon Pe Chaa Jaaye,
Baat Kuch Bhi Na Ho Par Naam UsiKa Aaye.
PA1
Zindagi Hai Nadaan Is Liye Chup Hoon
Zindagi Hai Nadaan Is Liye Chup Hoon
Dard Hi Dard Hai Subah Sham Is Liye Chup Hoon
Sochta Hoon Keh Doon Zamane Se Apni Dastan
Lekin Us Mein Aaye Ga Tera Naam Is Liye Chup Hoon
Anjaan Raasto Pe Manzil Dhoondte Rahe..
Nadi Ke Kinaaro Me Saahil Dhoondte Rahe..
Hume To Na Mila Saccha Pyar Kisi Ka..
Firbi
Andheri Galiyon Me Roshni Dhoondte Rahe..!
Milna Aur Bichaad Jaana Kab Apni Bas Ki Baat Hai..
Kismat Milati Hai Aur Judaai Deti Hai..
Koi Hume Bataye Ki Jo Tumse Nahi Keh Paate..
Wo Dharkan Me Mere Kyu Sunai Deti Hai..!
Door Kahin Meri Nazro Se Rahti
Hai Wo..
Har Lamha Mere Khayalo Mein
Rahti Hai Wo..
Kaisi Hai Wo, Kis Haal Mein Hai
Wo.. Dil Ke Mere Har Sawaal Mein
Rahti Hai Wo..