na jeene ki khushi na marne ka gam
gam hai to apse na milne ka gam
jeete hai is aas par kabhi aap humare kehlayenge
marte nahi isliye ki aap akele reh jayenge.
Kisse Teri Nazar Ne Sunaye Na Phir Kabhi,
Hum Ne Bhi Dil Ke Daag Dikhaye Na Phir Kabhi,
Aye Dosto Ki Yaad Aaj Tu Jee Bhar Ke Dil Dukha,
Shayad Ye Raat Hijar Ki Aaye Na Phir Kabhi.
Aaj Achanak Teri Yaad Ne Rula Diya,
Kya Karu Tune Jo Humko Bhula Diya ,
Na Karte Hum Wafa Na Milti Humko Yeh Saza ,
Humari Wafaon Ne Apko Bewafa Bana Diya.
Muskurati Aankho Se Afsana Likha Tha.
Sayad Apka Meri Zindagi Me Aana Likha Tha.
Taqdeer To Dekho Mere Ansuo Ki.
Inka Bhi Apki Yaad Me Beh Jana Likha Tha.
Jab kabi wo hoga apni zaat me Tanha
"To Yaad Aounga"
Na chala qadam se qadam koi
"To Yaad Aounga"
Main uski ankhon ka ishara bhi samaj leta hoon_
Na samaj saka koi dil ki baat
"To Yaad Aounga"
Din ka har ik pal guzrega jab us pe kathin_
Aur tanha kate gi raat
"To Yaad Aounga"
Har bazi jan kar us se har jata hoon_
Jab de ga koi usse haar
"To Yaad Aounga"
Hansne ko to dunya bhi hansti hai sath sath
_
Na roya koi dukh mai sath
"To Yaad Aounga"
Suraj Pass Ho Na Ho, Roshni Aas-Pas Rehti Hai,
Chand Paas Ho Na Ho, Chandni Aas-Pas Rehti Hai,
Waise Hi Aap Paas Ho Na Ho,
Aapki Yaadein Hamesha Paas Rehti Hai.
Kabhi Khushi Se Khushi Ki Taraf Nahi Dekha,
Tumhare Baad Kisi Ki Taraf Nahi Dekha,
Ye Sochkar Ki Tera Intejar Lazim Hai,
Tamam Umra Ghadi Ki Taraf Nahi Dekha.....!
I miss u
Yaden jatane se ehesas ban jati hai,
Zindagi aise hi fir kyun udas ban jati hai,
Yaad aaye to yaad kar liya kijiye,
Qki har yaad kisi k liye khas ban jati hai.
Bahane bana ke apse baat karte hai,
har pal apko mehsus kiya karte hai,
itni baar to aap saans bhi nahi lete honge,
jitni baar hum apko yaad kiya karte hai
Some Day I Die
Dont Think That I Forgot U..
Just Have A Look Towards Sky..
My Tears Wil Be A Raindrop On Ur Cheeks To Say..
"Hey I Still With U
I Miss U So Much..!"
Yaad na aaye wo tanhai kis kaam ki,
Bigde rishte na bane to khudai kis kaam ki,
Beshak apni manzil tak jana h,
Par jaha se Apne na,
Dikhe wo Uchai kis kaam ki.
Udas nazron mein khawab milen ge,
Kahin kante to kahin Gulab milen ge,
Mere DIL ki kitab ko apni nazr se parh kar dekho,
Kahin aap ki yad to kahin aap milen ge.
Uski Yaadon Main Us Ki Baaton Main ,
Kahin Mera Aks Bhi Jhilmilata Hoga,
Laakh Masroof Sahi Apne Kaamon Main Phir Bhi,
Humain Soch Ker Kabhi To Muskurata Hoga.