Jab mujhe laga ki mai unhe kho raha hu,
aisa laga ke maut ke aagosh mai so raha hu.
na hojaye unki bewfai mashur yaro,
Unki yad mai mai kabr mai ro raha hu.
miss you forever.
Unki Ek Nazar Ko Hum Taraste Rahenge,
Ye Aanshu Har Pal Yuhi Baraste Rahenge,
Kabhi Beete The Kuch Pal Unke Saath,
Bas Yahi Soch Kar Hum Haste Rahenge.
Jab Mera Naam Uske Hoton Par Aaya Hoga,
Khud Ko Usne Ruswai Se Bachaya Hoga,
Suni Hogi Jab Mere Mohabbat Ki Dastaa,
Kya Usko Khud Ka Sitam Yaad Na Aaya Hoga.
:heart::wink:.तुम :princess: Online :point_left: होते हुए भी :black_nib: मेसेज नही करते । हम :angel: तो :point_right: हीचकि आने पर भी :signal_strength: Data ON :point_up: कर देते हैं..:broken_heart:!!:pensive: :kissing_heart:ऐसा नहीं है की दिन :sun_with_face: नहीं ढलता या रात :crescent_moon: नहीं होती,:heart_eyes: :heart_eyes:सब अधूरा सा लगता है :disappointed: जब तुमसे :point_right: बात नहीं होती
Kabhi Usko Bhi Meri Yaad Sataati Hogi,
Apni Aankhon Mei Mere Khawab Woh Bhi Sajaati Hogi,
Woh Jo Har Waqt Khayaalon Mei Basi Rehti Hai,
Kabhi To Woh Meri Bhi Yaadon Mei Kho Jaati Hogi.
Sab Ki Khushi Ki chah Karte Hain,
Bas Hum Itna Sa Gunah Karte Hain,
Aaj Phir Aap K Sms K Intezar Mein Bethe Hain,
Dekhna hai Kab Aap Hamein "YAAD" Karte Hain...
Tum mera aaj ho, tum mera kal,
tujay yaad karthay hai har aik pal,
jee nahe paiyain gay teray bina hum,
teray bina reh jai gay adhuray hum....
I Miss you
Toote Hue Patte Ka Dard Uski Shakh Se Puchiye,
Dharti Ki Pyaas Barsaat Se Puchiye,
Kitna Yaad Karte Hai Hum Aapko,
Ye Humse Nahi Khud Apne Aap Se Puchiye.
Suraj Pass Ho Na Ho, Roshni Aas-Pas Rehti Hai,
Chand Paas Ho Na Ho, Chandni Aas-Pas Rehti Hai,
Waise Hi Aap Paas Ho Na Ho,
Aapki Yaadein Hamesha Paas Rehti Hai.
Pehle Kabhi Yaado Me Tanhai Na Thi,
Kabhi Dil Pe Madhosi Chayi Na Thi,
Jaane Kya Asar Kar Gayi Aapki Baate,
Warna Iss Tarah Kabhi Yaad Kisi Ki Aayi Na Thi.
Uski Yaado Me Beeti Har Raat Alag H,
UskE Sath Hui Har Mulaqat Alag H,
.
Har Sakash Meri Zindagi Chu Kar Gya,
Magar Mere Us Dost Ki Har Baat Alag H.....
Kadmo Ki Duri Se Dilo Ke Fasle Nahi Badte,
Dur Hone Se Dosti Ka Ahsas Nahi Marte,
Kuch Kadmo Ka Fasla Hi Sahi Hamre Bech,
Par Koi Pal Nahi Jab Aapko Hum Yaad Nahi Karte
Khayal Mein Aata Hai Jab Uska Chehra,
To Labo Pe Aksar Fariyaad Aati Hai,
Hum Bhool Jaate Hai Uske Saare Sitam,
Jab Uski Thodi Si Mohabbat Yaad Aati Hai.
Aansuon Ko Yunhi Tum Ponchhte Jaoge,
Yaadon Me Meri Tum Yuhi Doobte Jaoge,
Chahkar Bhi Na Hata Paoge Tasveer Dilse,
Inn Ankhon Me Chhupi Tadap Se Tadap Jaoge.