• Categories
  • Miss You SMS   662
  • Hum Usse Bhula Kar Nahin Jee Sake Hum Usse Yaad Rakh Kar Bhi Nahin Jee Sake Marr Jaate Unke Bina, Par Unki Baaho Ke Bina Marr Bhi Na Sake Miss you.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • N Yaado Mein Kisi Ke Khone Ki Kashish Hai, N Khawabo Mein Kisi Ko Dekhne Ki Tapish Hai, N Jane Aise Ehsaas Ko Kis Naam Se Pukare, Ki Bhulana Bhi Chahe Aur Yaad Karne Ki Bhi Khawish Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Bahane bahane se teri baat kiya karte h, Har din har pal tujhe yaad kiya karte h, Itni baar to aap saans b na lete honge.. Jitni bar hum aapko yaad kia karte h!
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Yaad karne se kisi ka didar nhi hota, yuhi kisi ko yaad krna pyar nai hota, yaado me kisi ki hum b tadapte hai, bas hmse dard ka ijhar nahi hota.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Wo Tera Banna Sawarna, Wo Tera Muskurana, Yaad Aata Hai Mujhe Aaj Wo Gujra Zamana, Hoke Tanha Soctha Hu Kaash Tum Milte Nahi, Aaj Yaad Aata Hai Mujhe Wo Tera Dil Tod Jana.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Kisi din hum guzra hua kal ban jayenge.. Pehle har roz kisi ko, Phir kabhi-kabhi kisi ko, Fir kabhi na kabhi, Fir kabhi na kisi ko.. yaad ayenge.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • वो नहीं आती पर निशानी भेज देती है ख्वाबो में दास्ताँ पुरानी भेज देती है कितने मीठे हे उसकी यादो के मंज़र। कभी कभी आँखों में पानी भेज देती है!!
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Agar Aasman Ko Neend Aaye To Sulau Kaha ? Dharti Ko Maut Aaye To Dafnau Kaha ? Sagar Mein Lehar Aaye To Chupau Kaha ? Jab Mujhe Teri Yaad Aaye To Jaau Kaha ?
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Hawa Ke Jhoko Ka Hisab Kya Rakhna, Jo Bit Gaya Use Yaad Kya Rakhna, Bas Yahi Soch Kar Muskura Diye Hum, Ki Apni Udasi Se Dusro Ko Udhas Kya Rakhna.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Every time I say ‘how are you?’ My heart says ‘I care for you.’. Everytime I ask ‘how have you been?’ My heart whispers ‘I miss you
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Kabar Ke Sanate Mein Ek Awaaj Aayi, Kisi Ne Phool Rakh Kar Aansu Ke Do Bhoond Bhayai, Jab Tak Tha Jinda Tab Tak Thokar Khayi, Thak Ke Soo Gaye To Unhe Humarai Yaadi Aayi.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Bahane bana ke apse baat karte hai, har pal apko mehsus kiya karte hai, itni baar to aap saans bhi nahi lete honge, jitni baar hum apko yaad kiya karte hai
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Kagaz Per Kuch Hota To Mita Dete, Kiya Hota Sauda To Kimat Chuka Dete, Kaise Bhula Du Tuje O Yaad Aane Wale, Agar Dekha Hota Sapna To Bhula Dete.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • I Miss U Dil sy Dil tak Jan sy Jan tak Din sy Rat tak Kal sy Aj tak Aap sy Muj tak Subha sy sham tak meray sms behjnay sy Aap ky sms parnay tak I MISS U...
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Teri har suba muskurati rahe teri har shaam gungunati rahe tu jise bhi mile iss tarah se mile ki har milne wale ko teri yaad satati rahe.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Q itni teri Yad satati H Kisi ko B dekhun bas tu hi nazar aati H Har ada teri itni pyaari si lage yun, Jese tu Hr waqt mere saamne khadi H
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Doob Jati H Kashtiya Jab Aata H Tufan, Yaaden Reh Jaati H Bichad Jata H Insaan, Yaad Rakhoge To Bahut Kareeb Paoge, Bhul Jaoge To Dhundte Reh Jaoge.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Maine Hawa Ko ek Msg Diya Wo Hawa Jhumti Hui Badal Ke Pas Gayi Aur Mera Msg Badal ko De Diya Aur Wo Barsne Laga Or Girne Wali Har Bund Se Awaj Aee I Miss You...
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Jiski Yaad Me Sare Jaha Ko Bhul Gaye, Suna Hai Aajkal Wo Hamara Naam Tak Bhul Gaye, Kasam Khai Thi Jisne Sath Nibhane Ki Yaaro, Aaj Wo Hi Humari Kabar Par Aana Bhul Gaye.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS