• Categories
  • Miss You SMS   662
  • Bahane bahane se teri baat kiya karte h, Har din har pal tujhe yaad kiya karte h, Itni baar to aap saans b na lete honge.. Jitni bar hum aapko yaad kia karte h!
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Doob Jati Hai Kashtiya Jab Aata Hai Tufan, Yaaden Reh Jati Hai Bichhad Jata Hai Insaan, Yaad Rakhoge To Bahut Karib Paoge, Aur Bhul Jaoge To Dhundte Reh Jaoge.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Aaj Bhigi Hai Palke Kisi Ki Yaad Me, Akash Bhi Simat Gaya H Apne Aap Me, Os Ki Bunde Aise Bikhri Hai Jameen Pe, Mano Chand Bhi Roya Ho Unki Yaad Me.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Naam-E-Mohabbat Se Khushbu-E-Wafa Aati Hai, Mere Dil Se Teri Dhadkan Ki Sada Aati Hai, Jab Bhi Karte Ho Yaad Hume Dil Se, Yu Lagta Hai Jaise Jannat Se Hawa Aati Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Tanhai Mujhe Aksar Rula Deti Hai, Mujhe Beete Hue Kal Se Mila Deti Hai, Jise Bhulne Ki Aksar Koshish Karta Hu Main, Ye Uski Yaadon Ko Paas Bula Leti Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Uski Yaado Me Beeti Har Raat Alag Hai, Uske Sath Hui Har Mulaqat Alag Hai, Har Shaqs Mujhe Tanha Chod Ke Chala Gaya, Magar Mere Uss Yaar Ki Har Baat Alag Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Sab Ki Khushi Ki chah Karte Hain, Bas Hum Itna Sa Gunah Karte Hain, Aaj Phir Aap K Sms K Intezar Mein Bethe Hain, Dekhna hai Kab Aap Hamein "YAAD" Karte Hain...
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Mogra ni mahek na aashiq bani gaya, Sneh ni sharab pi ne pagal bani gaya, Khabar padi k tame bhuli gaya amne, Tyare amari ankho na aasu ma amej vahi gaya.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Ek Ajnabi Hai Magar, Rooh Shanas Lagta Hai, Meri Tarha Mujhe Wo Bhi Udaas Lagta Hai, Karu Talash To Ho Shaq Wajood Par Uske, Jo Aankhein Band Karu To Aas Paas Lagta Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Dil Ki Halat Kisi Se Kahi Nahi Jati, Dil Ki Halat Ab Hum Se Sahi Nahi Jati, Tadapti Toh Hogi Woh Bhi Meri Tarah, Warna Yu Kisi Ki Yaad Har Pal Nahi Aati.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • In Aakhon Ka Jab Bhi Sabab Aaya, Har Gujra Huaa Lamha Yaad Aaya, Dil Se Bhula To Chaha Bahut Usee, Magar Aakhon Me Aashu Har Waqt, Uski Yaado Ka Pigam Laya.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Aapki yaadon ki mehak in hawaon mein hai kuch apnapan sa in fizaon mein hai khusiyan chume aapke kadam har dum yehi sapna in nighaon mein hai.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Kya khoobsurat aap ka andaz hai, haqeeqat hai ya khawab hai khush naseebon ke paas aap rehte ho mere paas to bas aapki meethi si yaad hai MISS U.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Sirf Yaadon Ka Ek Silsila Reh Gaya, Khuda Jaane Unn Se Humara Kya Rishta Reh Gaya, Ek Chand Chhup Gya Jaane Kaha, Ek Sitara Use Umar Bhar Dhoondta Reh Gaya.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Arzoo yeh nahi k gham ka tofan tal jay Fiqar tu yeh hay k tumhara dil na badal jay Kabhi bhi mujh ko agar bhulana chaho tum Tu dard itna dena k mera dum nikal jay.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Haseen palon ko phir se aabad kar rahey they, Chand se apki baat kar rahe the. Dil ko bada sakoon mila jaan kar, ki aap bhi humhe YAAD kar rahe the.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Ja sms ja, mere sweet dost ke pass ja, dhire se jana shor na machana, soye hue ho to kuch mat kehna, free hoge to miss U kehna..!
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Badi koshish k bad use bhula diya, Uski yadon ko sine mita diya. 1 din fir uska paigam aya, Likha tha mujhe bhul jao, Aur mujhe bula hua har lamha yad agaya.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Koi Kitna Bhi Aapko Sata Dega, Koi Kitna Bhi Aapko Rula Dega, Aap Dil Se Hume Yaad Karke Dekhna Aye Dost…… Meri Yaad Ka Har Lamha Aapko Hasa Dega.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS