Betaab Se Rahte Hai Uski Yaad Me Aksar,
Raat Bhar Nahi Sote Hai Uski Yaad Me Aksar,
Jism Mein Dard Ka Bahana Sa Banakar,
Hum Tootkar Rote Hai Uski Yaad Mein Aksar.
Vada hai ke mar ker bji kasme nibhaege,
Bhoot ban ker pass aapke aaege,
Ager tum so rahe hoge toh tume jagaynge darna nahi
Hum pyar se MISSU bolenge aur bhag jayenge.
Khyalon Mein Wahi, Sapno Mein Wahi,
Lekin Unki Yaadon Mein Hum The Hi Nahi,
Hum Jaagte Rahe Duniya Soti Rahi,
Ek Baarish Hi Thi, Jo Humare Sath Roti Rahi.
Uski Yaadon Main Us Ki Baaton Main ,
Kahin Mera Aks Bhi Jhilmilata Hoga,
Laakh Masroof Sahi Apne Kaamon Main Phir Bhi,
Humain Soch Ker Kabhi To Muskurata Hoga.
Wo Waqt Wo Lamhe Ajib Honge Duniya Me. .
HUM Bhi Khushnasib Honge. .
Dur Se Jab Itna Yaad Karte Hai Apko. .
Kya Hoga Jab "HUMTUM" Karib Honge. .
I Miss U. Dear
Wo Waqt Wo Lamhe Ajib Honge Duniya Me. .
HUM Bhi Khushnasib Honge. .
Dur Se Jab Itna Yaad Karte Hai Apko. .
Kya Hoga Jab "HUMTUM" Karib Honge. .
I Miss U. .
Mujhe Ishq Mein Dil Lagana Nahi Aata,
Kisi Ki Yaad Mein Aansu Bahana Nahi Aata,
Hausla To Bhut Hai Mujh Mein Kisi Ko Chahne Ka,
Bas Mujhe Is Hausle Ko Aazmana Nahi Aata.
Thora sa dil ko udas kr lia karo
.
Humsy door hone ka ehsas kar lia karo,
.
Hamesha hum hi yad karty hain apko,
.
Kabhi ap b humein yaad kar liya karo.
Pehle Kabhi Yaado Me Tanhai Na Thi,
Kabhi Dil Pe Madhosi Chayi Na Thi,
Jaane Kya Asar Kar Gayi Aapki Baate,
Warna Iss Tarah Kabhi Yaad Kisi Ki Aayi Na Thi.
Mein Aadat Hu Uski Wo Jarurat H Meri,
Mein Farmaish Hu Uski Wo Ibadat H Meri,
Itna Assan Nahi Use DIl Se Nikal Pana,
Mein Khwab Hu Uska Aur Wo Haqiqat H Meri.
#पागल#:yum: Tu:woman_tone1: तो #SMILE#:blush: दे कर भुल:rolling_eyes: "जाती":comet: है...।:sparkles:"लेकिन":zzz: #हम#:boy_tone1: तो उसी:point_up_2_tone1:#SMILE#:blush: को #याद#:thinking: कर के जिया:kissing_heart: "करते" है...।:revolving_hearts: