• Categories
  • Miss You SMS   662
  • यादें अक्सर होती हैं सताने के लिए; कोई रूठ जाता है मनाने के लिए; रिश्ते निभाना कोई मुश्किल तो नहीं; बस दिलों में प्यार चाहिए उसे निभाने के लिए।
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Har Baat Samjhane Ke Liye Nahi Hoti, Zindagi Aksar Kuch Paane Ke Liye Nahi Hoti, Yaad Aksar Aati Hai Aapki, Par Har Yaad Jatane Ke Liye Nahi Hoti.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Hum nazaro se dur hai ankho se nahi, hum khwabo se dur hai khayalo se nahi, hum dil se dur hai dhadkan se nahi, hum apse dur haiapki yado se nahi. MISS YOU !
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Miss Karne Ki Adat Hmari Hai, Apko Bhul Jane Ki Bimari Hai, Par Kismat Dekho Kitni Pyari Hai, Aap Bhulo Aur Hum Yad Kare Isme Dono Ki Imandari Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • In The Flower My Rose Is You, In The Diamond My Kohinoor Is You, In The Sky My Moon Is You, I’m Only Body My Heart Is You, That’s Why I Always MISS YOU!
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Hum Se Door Ho Kar Bhi Humare Paas Ho, Humari Suni Zindagi Ki Aas Ho, Kaun Kehta Hai Humse Bichhad Gaye Ho Tum, Tumhari Yaadon Ke Roop Mein Humari Saanso Me Bas Gaye Ho Tum.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Best line said in love by miss heart . "I will wait till the day I can forget u or the day a realize that u cannot forgot me".......
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Tahniyon par yaad ka silsila rah jayega, udd jayenge panchhi ghosla rah jayega, tum beshak band kar do meri yaadon ka darwaja, koi roshandan phir bhi adh khula rah jayega.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Phol Wafa k Morijayen to Dukh Hota hai Aap b Hum ko Stayen to dukh Hota hai Yun to Msg Sari Duniya karti hai.... Magr Aap ka Msg Na Aaye to dukh Hota hai.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Jab mujhe laga ki mai unhe kho raha hu, aisa laga ke maut ke aagosh mai so raha hu. na hojaye unki bewfai mashur yaro, Unki yad mai mai kabr mai ro raha hu. miss you forever.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Kalam Chalti Hai To Dil Ki Awaaz Likhta Hun, Gham Aur Judai Ke Andaz-E-Bayaan Likhta Hun, Rukte Nahi Hai Meri Aankhon Se Aansu, Main Jab Bhi Uski Yaad Mein Alfaz Likhta Hun.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Jate Jate Wo Aisi Nishani De Gaye, Sari Umar Yaad Krne Ki Kahani De Gaye, Ab Sari Zindagi Pyas Hi Nahi Lagegi, Wo Aakhon Me Itna Pani De Gaye.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • “KADAR” Karo Unki Jo Apse Pyar Karte Hai, “CHAHO” Unko Jo Apko Khush Rakhte Hai, “YAAD” Rakho Unko Jo Apko Yaad Karte Hai, “JIYO” Unke Lie Jo Aap Par Marte Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Har kisi k liye yu hum wish nahi karte, Ye Bat yahi pe hum finish nahi karte, Agar hmara msg na aye to ye mat sochna k Hum apko miss nahi karte… I Love You.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Zaruri nahi dosto me baat hoti rahe Zaruri nahi ki dosto me mulakat hoti rahe. Zaruri hai bas dost jaha bhi rahe Use hamari yaad aati rahe.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Pyaar Karke Usko Dil Se Mitana Mushkil Tha, Woh Toofan Palkon Par Rok Pana Mushkil Tha, Asaan Lagaa Usse Yaad Kar Ke Mar Jana, Kyuki Use Bhool Ke Jee Pana Mushkil Tha.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Beshak wo nhi milta hr roz, Fir bhi unse milne ko dil beqrar kyun hai, Unki YAAD toh ab sone bhi nhi deti, Jane hme unse itna PYAAR kyun hai...
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Kisi Ki Yaado Mein Khona Accha Nahi Lagta, Kisi Ke Liye Tanha Jeena Accha Nahi Lagta, Hum To Kaat Chuke Hai Bahut Phele Tanha Zindagi, Ab Phir Se Kisi Ke Liye Marna Accha Nahi Lagta.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS