YAAD AAYE KABHI TO AANKHE BAND MATT KARNA
HUM NA MILE TO KABHI GHUM MATTKARNA
YE JAROORI NAHI KI HUM HAMESHA SAATH RAHEN
PAR DOSTI KA EHSAAS KABHI KAM MATT KARNA.
बड़ी मुश्किल से बना हूँ टूट जाने के बाद,
मैं आज भी रो देता हूँ मुस्कुराने के बाद
तुझसे मोहब्बत थी मुझे बेइन्तहा लेकिन,
अक्सर ये महसूस हुआ तेरे जाने के बाद
Mohabbat Ke Sapne Wo Dikhaate Bahut Hain,
Raaton Main Wo Hum Ko Jagaate Bahut Hain,
Main Aankhon Main Kaajal Lagaun To Kaise,
In Aankho Ko Log Rulaate Bahoot Hain!!!!
Teri Aankhon Me Main Kho Nahin
Sakta, Tere Kaandhe Pe Main So
Nahin Sakta Hain To Bahut
Aansu Meri Aankhon Me Par Tere
Samne To Main Ro Bhi Nahin Sakta.
Kitna Dur Nikal Gye Riste
Nibhate Nibate,
Khud Ko Kho Diya Humne Apno
Ko Pate Pate,
Log Kahte Hai Dard Hai Mere Dil
Me,
Aur Hum Thak Gye Muskurate
Muskurate.. :
Na Dil me Basa kar bhulaya karte hain,
Na bhula kar rulaya karte hain
kabhi mehsus kar k dekh le lna
ham baton se nahi dil se rishta nibhaya karte hain.
Har sapna khushi pane se pura nahi hota,
Koi kisi k bina adhora nahi hota.
Jo chand roshan karta hai rat bhar sab ko sweet
Har raat woh bhi to poora nahi hota
Ashq bahe to ahsaas hota hai....
dosti ke bina jeewan kitna udaas hota hai.....
Umar ho aapki sitaron jitni lambi.......
aisa dost kaha kisi ke pass hota hai
I Know Your Life Can Go On
Without Me, That You Can Be
Happy Without Me, That You
Can Survive Without Me, But
Even If You Turn Me Away, I
Will Still Choose To Stay
With You, Be Your Sweetest
Stranger Forever.
Chashm-e-mayagun zara idhar kar de
dast-e-kudarat ko be-asar kar de
tez hai aj dard-e-dil saqi
talkhi-e-may ko tez-tar kar de
josh-e-vahashat hai tishnakam abhi
chak-e-daman ko tazagar kar de
meri qismat se khelane wale
mujh ko qismat se bekhabar kar de
lut rahi hai meri mata-e-niyaz
kash! wo is taraf nazar kar de
Uske liye Sari duniya se bagawat ki thi Yaad aata hai maine bhi mohabbat ki thi... Usko chhod ke haste huye ghar aakar Itne roye the ki aankho ne bhi shikayat ki thi..
Choti si hai zindagi has ke jiyo,
.
Bhula ke gam saare sar utha ke jiyo,
.
Udaasi mein kya rakha hai muskura ke jiyo,
.
Apne liye na sahi apno ke liye jiyo.
Ji Bhar Ke Dekhu Tujhe,
Agar Ganvara Ho,
Betab Meri Nazrein Ho,
Aur Chehra Tumhara Ho,
Jaan Ki Fikar Ho,
Na Jamane Ki Parvah,
Ek Tera Pyar Ho Jo Bas Humara Ho….
Meri Aawaz Usay Sunai nahi deti, Ab to
door tak koi Umeed bhi Dikhai nahi deti…
Ehsas Usay Aur Sab Logon ka hai, Bus
meri hi Tanhai Usay Dikhai nahi deti…