• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Tere Chaahne Se Unke Dil Par Kuch Asar Nahi Hoga.. Aye Dil, Unka Khayaal Chhod De.. Qki, Jinke Chaahne Waale Jayada Ho.. Wo Aksar Bedard Hua Karte Hain..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ye dil to khali tha kal tk aaj shama rha h koi... Kehne ko anjan h ham pr aaj dil m shama rha h koi..... Aahista Aahista ham ek ho gai jane kb izhar ho gya.... Lagti to pari thi wo jane kb hamko pyar ho gya.......@skv
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pani Ka 1 Katra Aankh Se Gira Abhi, Kya Tumne Mujhko Yaad Kiya Abhi, Tujhse Mile Zamana Hua Magar, Yun Laga Koi Mujhse Mil K Gaya Abhi
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mitti Ke Putlon Mein Dil Nahi Hota, Har Maut Ke Peeche Koi Qatil Nahi Hota, Dil Jeetne Ki Qabiliyat Rakhte Hain Hum Bhi Par Na Jane Kyu Aapka Hi Dil Haasil Nahi Hota.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • A Fab Saying By A Looser.. Wo Manjil Hi Badnaseeb Thi Jo Hamain Na Paa Saki, Varna Jeet Ki Kya Okaat Jo Hamain Thukra De..
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • "तमन्ना ए इश्क़ तो हम भी रखते है, किसी के दिल में हम भी धड़कते हैं, ना जाने हमें वो कब मिलेंगे, जिस के लिए हम रोज़ तड़पते है. "
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Na Lafzo Ki Kitaab Me Milenge, Na Banke Mahek Gulab Me Milenge, Milne Ke Liye Raat Ko Zara Thik Se Sona, Aaj Hum Aapko Khwab Me Milenge.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Duriyon se fark padta nahi, Baat to dilon ki najdikiyon se hoti hai Dosti to kuch khaas aap jaiso se hai warna, Mulakat na jane kitno se hoti hai
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindagi se badi saza hi nahi aur kya jurm hai pata hi nahi itane hisson mein baat gaya hun main mere hisse mein kuch bacha hi nahi sach ghate ya bade to sach na rahe jhooth ke koi inteha hi nahi jad do chandi mein chahe sone mein aaina jhooth bolata hi nahi..
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bhool kar aapko jayenge kaha, ek pal zameen par jee payenge kaha, aap se hi muskurahat hai jindgi me, bina apke khush reh payenge kahan...
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jaane kya mujhse zamana chahta hai , Mera dil todkar mujhe hi hansana chahta hai ,, Jaane kya baat jhalakti hai mere chahre se , Har shaks mujhe aajmana chahta hai …
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Ke Mehmaan Teri Yaad Liye Baithe Hain, Zabt E dil Kis Se Kahen, Zabt Kiye Baithe Hain, Maut Se Keh Do Dost Hum Ko Na Majboor Kare, Jin Ki Ye Cheez Hai Hum Unko Diye Baithe Hain
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Insan ke kandhe pe insan ja raha tha, kafan me lipta tuta arman ja raha tha, mili use bewafai mohbbt me is had tak, ki wo wafa ki talas me kabristan ja rha tha.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Insaniyt Insan Ko Insan Bana Deti He. Lagan Har Muskil Ko Asaan Bana Deti He Varna Kon Jata Mandiro Me Astha Hi Hai Jo Pathro Ko Bagwan Bana Deti He.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS