Zindagi sundar hai par mujhe jina nahi aata,
Har chij me nasha hai par mujhe pina nahi aata,
Sub mere bina jee sakte hai,
Sirf muje hi kisi k bina jina nahi aata.
Sweet.
“Usko Pane Ki Is Liye Zid Nahi Krte”
“K usko Khone Ko Dil Nhi Krta”
“Dil Ki Bat Is Liye Nhi Btate”
“K Apna Dil Dukhane Ko Dil Nhi Krta”
“Wo Milta Hy To Is Liye Nazren Nhi Uthate”
“K Phir Nazren Hatane Ko Dil Nhi Krta”
“Khwaabon Main us Ko Is Liye Nhi Sajate”
“K Phir Khud ko Jagane Ko Dil Nahi Krta”.
Ek Gujarish Hai Tujhse Zara Tham Ke Barasna,
Aa Jaaye Jab Mera Mehboob To Phir Jamm Ke Barasna,
Yun Pehle na BarasnaKi Wo Aa naSakey,
Aa Jaaye Mere Pass To Itna Barasna Ki Wo Ja Na Sakey..
Girl: duniya ko bata do k tum mujhse kitna pyar karte ho. Boy ne girl ke kan me kaha I love u Girl: Tumne mere kan me kyu kaha? Boy: Kyo ki tum hi meri duniya ho.
Sare jahan se acha hindustan hamara
hum bulbulen hain is ke ye gulistan hamara
note: while the books i have quote the last line
as “gulistan hamara”, i have always heard
the song sung as “gulsitan hamara”
gurbat mein hon agar hum rehta hai dil vatan mein
samajho waheen hamen bhi dil ho jahan hamara
parvat wo sab se uncha hamsaya aasman ka
wo santari hamara wo pasaban hamara
godi mein khelati hain is ke hazaron nadiyan
gulshan hai jin ke dam se rashk-e-janan hamara
ae aab-e-rud-e-ganga wo din hai yaad tujh ko
utara tere kinare jab karavan hamara
mazhab nahi sikhata aapas mein bair rakhna
hindi hain hum vatan hai hindustan hamara
yunan -o-mishr-o-roma sab mit gaye jahan se
ab tak magar hai baqi nam-o-nishan hamara
kuch baat hai ki hasti mitati nahi hamari
sadiyo raha hai duhman daur-e-zaman hamara
‘iqbal’ koi maharam apna nahi jahan mein
malum kya kisi ko dard-e-nihan hamara
Mere Dilme Tumhare Liye Kitna Pyar Hai Tum Kya Jano..
Meri Ankho Ko Bas Tumhara Hi Intezar Hai Tum Kya Jano..
Log Kehte Hain Pyar Karoge To Maroge..
Lekin
Mai To Ji Rahi Hu Tumko Pyar Karne Ke Liye Tum Kya Jano..!
Haqeeqat karo byaan to mazaak lagta hai,
ibadat karo jab to jhootha khwab lagta hai,
Are ye dil hai dil, aur dil ki hai ye sdaa,
aur tum kehte ho ki tumhe ye haseen ittfak lagta hai
Khan