आऊल इंजक्शन लगवाने हॉस्पीटल गया
.
डॉक्टर के इंजेक्शन लगवाते टाईम आऊल ने आगे
की सुई तोङकर अपने अंदर फंसा ली
.
डॉक्टर- ये क्या किया बेवकूफ?
.
आऊल- कुछ नही आयरन की कमी हो गयी है
तो मुफ्त का अंदर ले रहा था
Rukta Bhi Nahi Theek Se Chalta Bhi Nahi
Yeh Dil Hai Ke Tere Baad Sambhalta Hi Nahi
Is Umer Ke Sehra Se Teri Yaad Ka Baadal
Talta Bhi Nahi Aur Barasta Bhi Nahi
Unwaan-E-Ishq Har Dil-E-Kitaab Mein Nahi
Ye Wo Kushboo Hai Ke Har Gulaab Mein Nahi
Wo Sawaal Na Mere Sawaalon Mein Kabhi Aaya
Wo Jawaab Bhi Uske Jawaab Mein Nahi
Tere Tasavvur Se Koi Din Nahi Hai Khaali
Aisi Nahi Raat Jab Tu Khawaab Mein Nahi
Mai-Kashee Se Gham-Kashee Behtar Hai
Jo Nasha Hai Ashq Mein Sharaab Mein Nahi
Sari Umr Ankho Me Ek Sapna
Yaad Rahega, Sadiya Beet
Jayegi Vo Lamha Yaad
Rahega, Jane Kya Baat Thi
Un Lamho M, Mehfil Bhul Jayenge
Bas Vo Lamha Yaad Rahega.
Ek Fauji Ki Girlfriend Ne Usey Khat Likha, “Meri Life Mein Naya Ladka Aa Gaya Hai…,
Tum Se Acha, Main Us Se Shadi Karungi Meri Photo Vapas Bhijwa Do.”
Fauji Ne Apne Sare Dosto Ki Girlfriends Ki Total 30 Photo Rakh Ke Khat Likha,
“Lo In Mein Se Nikal Lo, Mujhe Tumhari Shakal Yaad Nahi.”
Yaado Main Humare Aap Bhi
Khoye Honge, Khuli Aankho
Se Kbhi Aap Bhi Soye Honge
Mana Hasna Adda Hai Gam
Chupane Ke, Par Hasta Haste
Kbhi Aap Bhi Roye Honge..!
Mat sataa mujhe itna ki meri jaan nikal jaaye
Mat kar sitam ki dil se tera khyal nikal jaaye
Maine humesha saha hai tere pyar me has-has ke
Kahi aisa na ho ki meri chahat ka andaaz badal jaaye.
Tanhai me hum mulakat karte hai
Apni hi parchai se baat karte hai hum
Ijhar to karte hai unse apne pyar ka
magar woh hamesakahte hain ki hum majak karte hain..
EK MASJID KE DARWAZAY PAR LIKHA
EK KHOOBSURAT SNTENCE,
"KHUDA K PAAS APKI DUA SUNNE K
LIYE BAHUT WAQT HAI"
LEKIN KYA APKE PAAS,
DUA MANGNE KE LIYE WAQT HAI,...gmorning
Har Saans Jeene Ke Lie Bani Hai
Har Dhadkan Me Khudaai Hi Khili Hai
Shikwe Shikayat Karen Bhi To Kisse Karen
Hume Apne Aayine Ki Bhi To Padi Hai
Gile Kahne Se Bhi Aakhir Kya Milega
Har Ghadi Khuda Ke Mutabik Chal Rahi Hai
Phool Hai Zindagi Ek Aisa Jiski Ye Khasiyat
Jitna Ikhlaaq Baanto Uski Khusbu Aur Badhti Hai
Berukhe ke teer khana be mera ik
shook tha
dostoon ko azmana be mera ik shook
tha
dard un ka apnay senay se lagaya is
leay
k choot kha kar muskrana be mera ik
shook tha
Dost Aisi Tadap Hai Jo
Dil Se Nahi Nikala Jata,
Dil Mein Chupi Aag Ko
Bujahaya Nahi Jata,
Kitni Bhi Duri Ho Dosti Mein,
Aap Jaise Dost Ko Bhulaya Nahi Jata.
Bas ek Dil-e-Tamanna Rhi Use Paane
Ki
Har ek Koshish Bekar Rhi Use
Bhulane Ki
Meri Lash Se Lipat Kr Rone Dena
Use Dosto
Badi Hasrat Thi Use Seene Se Lgane
Ki.....!!