• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Dil hi dil me unse pyaar karte hai, chupke se ye izhar karte hai, namumkin hai jin raaho se gujarna unka, un raaho par bhi unka intezar karte hai...
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Na Mila Dil Ka Qadardan is Zamane Me. Ye Rishta Toot Gaya Ruthne Manane Me. Sochte Hai 1 Roz hum Shama se Puchenge. Maza Kis Me Hai Jalne Me Yaa Jalane Me?
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aghosh Mein Lelo Mujhe Tanha Hoon Main Basa Lo Dil Ki Dhadkan Mein Tanha Hoon Main Jo Tum Nahin Zindagi Mein Toh Kuchh Nahin Samaa Jao Mujhi Mein Ke Tanha Hoon Main..
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Woh Mousam Pyar Ka Eh Mere Dost, Na Jaane Kyu Hardam Yaad Aata Hai, Jab Bhi Hota Hai Akela Kabhi Sagar, Na Jaane Kyu Isko Bahut Rulata Hai…
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har kadam pe dhoke milte rahege par fiza me phool phir bhi khilte rahege yeh haqeeqat hai lowg aksar badal jate hai par phir bhi anjaano se dil milte rehte hai..!!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • महसूस कर रहे हैं तेरी लापरबाई कुछ दिनों से... याद रखना अगर हम बदल गये तो मनाना तेरे बस की बात नही..
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tum Mohabbat Ka Jazba Bana Lo Mujhe, Dil Deke Dil Me Basa Lo Mujhe, Meri Aashiqi Maangti hai Tumse, Tum Dil Me Kahin Chhupa Lo Mujhe.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dilon Se Khelne Ka Hunar Hamein Nahi Aata Isliye Ishq Ki Baazi Hum Haar Gaye Meri Zindagi Se Shayad Unhe Bohot Pyar Tha Isi Liye Mujhe Zinda Hi Maar Gaye.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Rab ne jab tujhe banaya hoga, Ek surur uske dil mein aya hoga, Sochta hoga kya doonga tohfe mein tujhe, Tab usne mujhe banaya hoga.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dekho Koi Wada Na Karo Bhool Jaoge Mujhe Yaad Jyada Na Karo Bhool Jaoge Jab Aao To Kar Lena Gile Sikwe Saare Abhi Se Irada Na Karo Bhool Jaoge…
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jane Tujpe Itna Yakin Kyu Hai Tera Har Khyal Itna Hasin Kyu Hai Log Kehte H Pyar Ka Dard Meetha Hota Hai Par Anko Se Nikla Ansu Namkeen Kyu Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kab tak wo mere ishq se inkar karegi, Khud toot kar ek din mujhse Pyar karegi, Main itna jala dunga use ishq ki aag mein, Ke Izhaar wo mujse sar-E-bazaar karegi....
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bhul jane ka Hosla na tha na hoga, Dur rehkr bhi ye dil usse juda na hai na hoga, usse Milkar kisi or se kya Milna, Koi uske jaisa na tha na hai na hoga.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Phool banke kya jina ek din murja jaoge to dafnaa diya jaoge.!! Jina he to patthar ban ke jeo kbhi murti bhi gye to ""khuda""keh laoge.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindegi Ke Asool Kuch Or Hai Jis Par Insaan Chalta Hai, Kismat Jo Likha Vo To Khona Padta Hai, Raah Chalata Insaan Raasta Bhul Jaye To Uska Saathi Saath Dekar Ghar Le Jata Hai, Aise Hi Agar Sachcha Pyar Wapas Mil Jaye Life Sambhal Jaati Hai......,
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jawani Ko Zindage Ki Nikhaar Kehte Hain Pathjad Ko Chaman Ka Majdhaar Kehte Hain Ajeeb Chalan Hain Duniya Ka Yaaro Ek Dhoka Hain Jise Hum “PYAAR” Kehte Hainnnn
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Teri khamoshi aur udasi ki wajah hum samajh na sake ae dost, . . . . Wo to shaam ko teri mummy ne bataya ke aaj teri chappal se pitai hui hai!!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS