Meri Subah Tere Salam Se Hai,
Meri Sham Hai Tere Naam Se Hai,
Tere Dar Ko Chhod Ke Jaunga,
Yeh Khyal Dil Se Nikal De,
Mere Saamne Jo Pahad The,
Sabhi Sar Jhuka Ke Chale Gaye,
Jise Chahe Tu Utha De,
Jise Chahe Tu Jab Jab Gira De,
Sabhi Char Din Ki Hai Chandani,
Yeh Riyasatein Yeh Vijartein,
Mujhe Us Fakir Ki Shaan De,
Ke Jis Ki Jamana Mishal De…
!!....mere gunah mujhe mere
samne hi ginwa do.....
"aie dost"
!!......Bas khawahish ye hai ke
kafan me chup jau to bura na
kahna... True love.......ka ehsas
""""shagif""""
Patthar Pan Pola Nikalse Kone Khabar Hati,
Yaro Pan Bhola Niklse Kone Khabar Hati,
Amni Ankho Bhinjay Hati Khari Pan
Aansu O Kora Nikalse Kone Khabar Hati.....
mujhe dil ke khata par ‘yas’ sharmana nahi aata
paraya jurm apne naam likhavana nahi aata
bura ho pa-e-sarkash ka ki thak jana nahi aata
kabhi gumrah ho kar reh par aana nahi aata
mujhe ae nakhuda aakhir kisi ko muh dikhana hai
bahana kar ke tanha par utar jana nahi aata
musibat ka pahad aakhir kisi din kat hi jayega
mujhe sar mar kar teshe se mar jana nahi aata
asiro shauq-e-azadi mujhe bhi gudgudata hai
magar chadar se bahar panv phailana nahi aata
dil-e-behausala hai ik zara si tis ka mehman
wo aansu kya piyega jis ko gham khana nahi aata
U.P. Se aaya GUJRAAT me bas gaya,
ek chhote se room din bar kas gaya,
samne ki teen mese ek moti me fas gaya,
14 januari tak sant raha 15 ko has gaya,
Itni si bat baat pe uske bap ne sak kiya,
din bhar ke liye apne hi ghar me band kiya.
1 din meri nazro ne 1 nagma parakh liya,
chhat par side wale ladke ke sath chasak liya,
Unko dekhakar me 2 me 1 nazar kiya,
vo jite rahe me jite ji mar gaya.
Sahi Par Ruk Gaye The Jara Der Ke Liye,
Aankhon Se Dil Mein Kitne Samander Utar Gaye,
Jin Par Likhi Huyi Thi Mohabbat Ki Dastaa,
Woh Chak Chak Purje Hawa Mein Bikhar Gaye,
Paya Jo Muskarate Huye Kah Uthi Bahar,
Jo Jakham Pichhle Sal Lagaye Gaye The Bhar Gaye,
Kya likhu yaro
dil bda rota hai
jb unki duri ka ehsas hota hai
hm to hai hn badnasib
jb unhone chah to hmne unki kadra nai ki
jb hmne chah to unhone hmari..
Yaad hain sare wo aish-e-bafaragat ke maze
dil abhi bhula nahi aagaz-e-ulfat ke maze
wo sarapa naz tha begana-e-rasm-e-jafa
aur mujhe hasil the lutf-e-benihayat ke maze
husn se apne wo gafil tha main apne ishq se
ab kahan se laun wo na-vaqfiyat ke maze
meri janib se nigah-e-shauq ke betabiyan
yar ke janib se aagaz-e-sharart ke maze
yaad hain wo husn-o-ulfat ke nirali shokhiyan
iltamas-e-uzr-o-tamahid-e-shikayat ke maze
sehaten lakhon meri bimari-e-gam par nisar
jis mein uthe barha un ke ayadat ke maze
Mere pyar ko duniya me koi samajh na paya,
Rote the jab tanha koi mere sath na aya,
Mita diya khud ko uske pyar me,
Aur kehte hai log mujhe pyar karna nahi aayaaa
Chahat Hai Mout Ki Jo Pas Nhi Aati...
Tamanna Hai Jis Khusi Ki Wo Raas
Nahi Aati
Udas Ho Gai Zindgi Rote Rote
UnKi Kuch Yade Hai Jo Tadpaane Se
Baazz Nhi Aati
Dil Ki Halat Kisi Se Kahi Nahi Jati,
Dil Ki Halat Aab Humse Sahi Nahi Jati,
Tadapti Toh Hogi Woh Bhi Meri Tarha,
Warna Yoon Kisi Ki Yaad Har Pal Nahi Aati.
Aapse Dur Bhala Hum Kaise Reh Paate,
Dilse Aapko Kaise Bhula Paate,
Kaash Ki Aap Saanso Ke Alava Aaine Me Bhi Base
Hote,
Khud Ko Dekhte To Aap Hi Nazar Aate.,u
Yakeen to humein sirf tum pe hai,Varna na jaane yahan kitne chehre hai,Hum to wada karte hain dosti kaa,Bas aap se bhi dost kehlane ki aas hai.
Zindgi kisi ki amanat nahi hoti,amanat mein kabhi qayamat nahi hoti,humse dosti zara sambhal kar karna,hamari dosti ki kaid mein zamanat nahihoti.
Hum Use Ye Dil Dikha Na Sake,
Shayad Ye Bata Na Sake,
Kami Humari Zuba Ki Nai Hai,
Kyuki Ye Baat To Aankho Se Hai, Ki Jati,
Par Aankho Ki Juba, Shayad Use Nai Thi Aati…