• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • कब तक तरसते रहेंगे तुझे पाने की हसरत में... दे कोई ऐसा जख्म की मेरी सांस टूट जाए और तेरी जान छूट जाए...
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • अभी मुठ्ठी नहीं खोली है मैंने, आसमां सुन ले. तेरा बस वक़्त आया है, मेरा तो दौर आएगा.........।
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyar Ka Behta Dariya Hoon Sagar Se Milan Bahut Door Raha Jaane Kaisi Kismat Hai Meri Milkar Bhi Milne Se Majboor Raha Chaahat Ki Ujli Raahon Per Bhi Dil Chaahton Se Bahut Door Raha Teri Judai Mein Ae Humsafar Mere Mera Saya Hi Mujhse Door Raha Mere Dil Ka Dard Bahut Gehra Tha Tere Pyar Se Bada Mehroom Raha.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sari umar aankho mein ek sapna yaad raha, Sadiyaan beet gayi wo lamha yaad raha, Jaane kya baat hai aap mein, Sari mehfil bhul gaye bas wo pal yaad reh gaya…
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Paas Aa Zara Dil Ki Baat Bataau Tujhko.. Kaise Dharakta Hai Dil Awaaz Sunaau Tujhko.. Aake To Dekh Dil Pe Naam Likha Hai Tera.. Agar Tu Kahe To Dil Cheer Kar Dikhaau Tujhko.. Jitna Jalaaya Hai Tu Ne Pyar Me Mujhe.. Dil To Karta Hai Mai Bhi Utna Jalaau Tujhko..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tum Bin Jo Hum Mehsoos Karte Hain.. Agar Tum Tak Pauch Jaaye To Bas Itna Samajh Lena.. Ki, Ye Un Jazbon Ki Khusboo Hai.. Jinhe Hum Keh Nahi Sakte.. Magar Tum Jo Izazat Do To Chand Lafzo Me Mai Keh Du.. Ki, Tum Bin Mar To Sakte Hain.. Tum Bin Ji Nahi Sakte..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • ekK. dIn. mErI. sAans. bAnd. hO. jAyeGi. ♥ maTt. sOchNa. kI. chAhaT. kAm. hO. jAyeGi. ♥ fArRk. sIRf. iTnA. hOgA. ♥ aAj. hUm. aAPkO. yaAd. kRtE. hAin. ♥ kaL. mEri. yaAd. aApkO. rUlaAyeGi.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mana K Tere Saher Me Garib Kam Hoge Agr Biki Teri Dosti To Pehle Khari Dar Hum Hoge Tuje Khabar N Hogi Apni Kimat ki Par Tuje Pa K Sabse Amir Hm Hoge.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kaun rakhta hai yaad naamo ko, Log chehro ko bhool jatey hai, Tum samander ki baat karte ho, Log ankho mein doob jatey hai !
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Koi shaqs hume duniya dekhne sikhaata h, Par duniyadari se hi insaan bohot kuch sikhta h, Hum chah kr b kisi ko pahechan-na nhi chahte, aur jante b nhi k iss iun-chahi chahat me chupa 1 pyaar hota h ....!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wada Karke Nibhana Bhul Jate Hai Laga Kar Aag Bhujhana Bhool Jate Hai Ye To Adat Ho Gyi Hai Unki Rulate Tu Hai Mgr Manana Bhool Jate Hai
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kuch Alag Tha Kehne Ka Andaaz Uska.. Ki Suna Bhi Kuch Nahi Aur Kaha Bhi Kuch Nahi.. Kuch Is Tarah Bikhre Uske Pyar Me Hum.. Ki Toota Bhi Kuch Nahi Aur Bacha Bhi Kuch Nahi..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kuch bikhre sapno se aankh me nami hai Ek chhota sa aasma aur umeedo ki zamin hai Yu to sab kuch hai zindagi me Bass jise chahte hai ussi ki kami hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sari Raat Na Soye Hum, Raato Ko Uth Ke Kitna RoyeHum, Bas Ek Baar Mera Kasur Bata De Rabba, Itna Pyaar Karke Bhi Kyon Naa Kisi Ke Hue Hum..
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tere Ghamo ko Apni Rooh main Utar Lu Zindagi Teri Chahat k Rang me Sanwaar Lu Mulaqaat ho Tujse Kuch is Tarah K Tamam Umar Ek Mulakat Mai Guzar Du.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Woh muskura rahe hain hume tanha chod kar, Kiye huye saare vaadon ko tod kar... Unke siva kahin dil lagta bhi nahin, Ab kya karenge hum apne toote huye dil ko jod kar!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wo Aaye Hai Mehfil Main Mgr Khusi Se Nhi Wo Bethe Hai Humre Pass Mgr Dilse Nhi Kon Kehta Hai Wo Pyar Nhi Karte Karte To Hai Magr Hum Se Nhi.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hawa Batati Rahi Jake Ye Har Ek Ke Dar Per Utha Liya Hai Sitaroo Ne Asmaa Sir Per Wo Khuwab Tha Ke Haqeeqat Khabar Nahi Kya Tha Mai Chor Aaye Ho Ankhein Ik Aise Manzar Per
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS