Us befawa ke yad me,
ham ne jam utha liya...
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Phir lagaya bread pe aur
fatafat kha liya...
MORAL - sare aashiq meri tarah
sharabi nahi hote yaar,
kuchh bhukkad b hote hai Like U
Arz Kiya Hai.
Zara Gaur Farmaiyye Ga !!
2 Meel Door Se Agar Ho jaye.
Kisi beautiful Ladki ka Deedar.
Waah ... Wahh....
2 Meel Door Se Agar Ho jaye..
Kisi beautiful Ladki ka Deedar.
Tou Langda Bhi Ayse Bhage Jaise
KariZma ZMR.
Vo aaj bhi hume dekh kar muskurate hain
Vo aaj bhi hume dekh kar muskurate hain
Yeh to unke bachche hee kaminey hain,
Jo Mama Mama kehke bulaate hain:)
A man was walking in rain
suddenly
A lady came : share my umbrella...
Man : no, its ok... Sister !
Moral : moral voral kuch nahi.., piche se
Biwi aa rahi thi !!!!
एक बच्चा दबंग देखकर आया.
स्कूल में.....
सर: बेटा तुम्हारे सारे उत्तर गलत हैं मार्क्स दें तो कहां?
बच्चा: कमाल करते हैं मास्टर जी. मार्क्स ही तो मांग रहे हैं,
चुपचाप दे दो वरना थप्पड़ मार के भी ले सकते हैं.
सर: बदतमीज़……….
बच्चा: बदतमीज़ से याद आया आप के पापा कैसे हैं?
सर: निकल जा मेरी क्लास से.
बच्चा: चुपचाप से मार्क्स दे दो वरना आंसर सीट में इतने छेद
करेंगे कि कन्फ्यूज हो जाओगे कि मार्क्स कहां दें और जीरो कहां दें!
Sari Raat Unka Number
Hum Milaate Rahe,
.
Customer Care Wali Aunty
Kehti
Sajan Apke Busy Kisi Aur K Sath,
Hum Re-dial Pe Re-dial
Dabaate Rahe,
.
Raat Se Subah Hone Ko Aa
Gai, Subah Jab Hui Unse
Mulakat, Iljam
Ek Duje Par Lagaate Rahe,
.
Gusse Me Call Register
CheckKiya To Pata Chala,
Ke
Hum Unko Aur Vo Hume Ek
Hi Time
Pe No. Milaate Rahe.!
What Is Engineering??
1st Year: Alpenlibe-
Ji Lalchaye Raha
Na Jaye ;)
2nd Year: Mentos-
Dimag Ki Bati
Jala De
3rd Year: Polo-
Sabki Hawa Nikal De
Xd
4th Year: Chloromint-
Doba Ra Mat Puchna X| Xp
Girl- Where is my birthday gift?
Boy- Road pe Lal rang ki Car dekh rai ho?
Girl - (khusi se)- wow!
Boy- same colour ki
Nail-Polish laya hu tumhare liye.
Papa- bete tumhe kaisi wife chahiye.....?
..
..beta- bilkul chand jaisi, jo raat me aaye aur din me chale jaae....!
..
..
..
..papa- bete use CHAND na hi, RAND kahate hai......:-*:-P:-D
Dosto,aaj hum 1
ajib Prani ke bareme padhenge..
Is jiv ka naam he..
"Girlfriend".
Yeh aksar College me payi jati hai.
Inka poustik aahar he Boyfriend ka BHEJA aur wallet.
Inhe aksar naraz hone ka NATAK karte hue dekha jata hai.
Is prani ka sabse khatarnak hathiyar he RONA or emotionally blackmail karna.
uske Sampark me rehne se TENSION
naam ki bimari ho sakti he,
Jiska koi ilaaj nahi.
bas inse savdhan rehna
"Bharat Sarkar dwara janhit me jari."@
My Sweetest Memory..
Ur Message
My Biggest Sadness..
The Distance
My Biggest Hope..
I Will See U Soon
My Strongest Prayer..
Our Relation Continues Forever..
Kitna Adhura Lagta Hai
Jab Badal Ho
Aur Barish Na Ho,
.
Jab Zindagi Ho
Aur Pyaar Na Ho,
.
Jab Aankhe Ho
Aur Khawab Na Ho,
.
Jab Koi Apna Ho
Aur Pass Na Ho.