Manzil ki taraf badhte raho.
Jo dil kahe usi rah ko chuno,
peeche walon ko age na jaane do
aur jo aage hai unse aage niklo.
Tabhi 1 acche Truck Driver banoge.
English Teacher-Batao ye konsa tense Hai?
Mai Nach raha hu,
Tum Nach rahe ho,
Wo Nach rahi hai,
hum sb Nach rahe hai.
STUDENT-Sir ye
"MUJRA Continous Tense" hai. :D
Lady Teacher: Mujhe Bachon ki Shakal
se pata lag jaata hai ki Unke Dimag
mai kya Chal raha hai.
.
.
Student: "Fir bhi Ap Apna Dupatta
sahi nahi kr rahi ho!
Power Of A Wife
Hubby :- Ye kyaa tum ek aur dress le aayi ? Abhi parso hee to...
Wife chilla kar boli :-
Kyaa parso ?
Bolo......
Bolo kyaa kahaa tum ne ?
Ruk kyon gaye ?
Kyaa parso,
Parso kyaa,
Bolo jaldi
Jaldi bolo naa,
Bataa-o kyaa parso ?
Hubby : Kuchh nahi, main bus yeh keh rahaa thaa ki parso bhi ek hee dress laayi thi pagli, aaj to do le aati.... grin.png tongue.png
Lalu to Rabri: Agar tum batao ki
Iss bag ke andar kya hai, toh
Sare eggs tumare, agar tum
Batao kitne eggs toh 8 ke 8
Tumare, aur agar tum bata doke
Ande kiske hai,
Toh woh murgi bhi tumari.
Rabri: Lalu Ji,
Koi hint toh do na plz?
Shadi k mandap me Ladka ladki se
bola ...
Mere 10 ladkiyo ke saath Affair raha
tha.
.
.
.
Ladki :
Mujhe pta tha , Jab kundli mili
he to Character to milega hi na..
3 kaale dost ja rhe the. Raste me unhe ek pari mili,
usne teeno ko 1-1 vardan offer kiya. 1st -muje doodh jitna gora bna do.2nd -muje bi utna hi gora bna do. Wo dono gore ho gaye .3rd -hi.hi.hi.in saalo ko fir se kaala bana do...
Kuch friend kamine hi rehte hai, lekin har ek friend zarori hota hai..
1. doctor ne marez se kaha.main ek mahn se 50 rope ki rozana dawa kha
raha hun lekin muje koi fayda nazar nahi aa raha.
doctor …..acha to main ap ko kal se 40 rope ki dawai dun ga.jis se ap ko roz
ka 10 rope ka fayda nazar aye ga.
Ek ladki class me gana ga rahi thi,
JARA JARA TOUCH ME TOUCH ME TOUCH ME,
Tabhi ek ladka jake usko touch kar diya,
Aur bola himmat hai to aage gake dikha.
Ishq Ke School Me Naya Mahaul Taiyar Ho Gaya,
.
.
.
Pappu Ki Gf Se Sabhi Ko Pyar Ho Gaya,
.
.
Bas Tabhi Se Pappu Udas Ho Gaya,
Puri Class Fail Ho Gayi Par Pappu Paas Ho Gaya.