• Categories
  • Last / Latest Updated SMS
  • आप हमारे लिए एक फूल है;
    जिसे तोड़ भी नहीं सकते और छोड़ भी नहीं सकते;
    क्योंकि तोड़ दिया तो मुरझा जाएगा;
    और छोड़ दिया तो कोई और ले जाएगा।
  • 10 years ago



    Tags : Hindi Love SMS

  • Yaadein hain kuch aisi us k naam se wabasta,
    Har subha hai jese har shaam se wabasta

    Bas us k tasawur se fursat hi nahi milti
    Rehti hain us ki yaadein har saans se wabasta

    Laakhon hain tamanain par ye dua hai
    Bas naam rahe mera us k naam se wabasta
  • 10 years ago



    Tags : Hindi Ghazals SMS
  • Sehwag Ko MAYUR Pehnao, Sachin Ko PEPSI Pilao, Dhoni Ko BRYLCREEM Lagwao, Dravid Me CASTROL Bharwao, Lekin Besharmo Se Cricket Mat Khilwao
  • 10 years ago



    Tags : New Whatsapp Status
  • Guman K Shak-Choon Main Aashian Banta Hai
    Ulfat Ka
    Ye Ain-E-Visl Main Bhi Hijr K Khadshoon Main
    Rehti Hai
    Mohabbat K Musafir Zindagi Jab Kaat Chukte Hain
    Thakan Ki Kerchiaan Chunte, Wafa Ki Afrkiaan
    Pehne
    Same Ki Rah Guzar Ki Aakhri Sarhad Pe Rakhte
    Hain
    To Koi Doobti Sansoon Ki Dori Tham Kar
    Dheere Se Kehta Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Wo mohabbat mein humko satana jante hai,
    or ek hum hai jo unko dil me basana jante hai,
    hum to chahte hai unse mohabbat,
    pad wo hai ki sirf rulana jante hai.

  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Meri Udaasiyon Ka Sabab Aur Kuch Nahi
    Woh Mujh Ko Mera Aqs Dikha Kar Chala Gaya
    Ab Mujh Ko Ek Khumaar Sa Rehta Hai Har Ghadi
    Jane Wo Kya Nazro Se Pila Kar Chala Gaya…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ek ajnabi se mujhe itna pyaar kyon hai,
    Inkar karne par chahat ka ikraar kyon hai,
    Use pana nahi meri taqdeer mein shayad,
    Phir har mod pe usi ka intezar kyon hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Ek Jazba Khak Hua Dil Ki Gehrayion Me Kahin
    Tajub Hai.
    Maut Par Uski Koi Roya Tak Nahin,
    Sahil Se To Chale The Sath Mehamsafar Banker,
    Sagar Ne Duboya Hum Hi Kounheto Bhigoya Tak Nahin,
    Ankhon Me Zinda Khuwab thay Ya Khuwab Me Zindaankhen,
    Tutne K Bad Hi Jana Ki Unhoneto Samja Tak Nahin,
    Nadani Me Jinki Khatir Sab lutane Nikle The Hum,
    Dekho Humare Na Rehne Per bhi Unka Kuch Khoya Tak nahin.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Kisi ke dil mein basna bura to nahi
    Kisi ko dil mein basana khata to nahi
    Hain ye zamane ki nazar me bura to kiay hua
    Zamane wale bhi insan hai khuda to nahi..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS