Ek ladka aur ek ladki ek dusre se
bhut pyaar karte the..
.
.
.
.
Ladki ke baap ko pata lag gya...
.
.
.
Usne gusse se bijli se chalnewali
aaari ko ladki ke gardan(neck) pe rakh diya..
Woh aari ladki ko katne hi wali thi,
achanak light chali gayi...
.
Pass mai khadha woh ladka chillaya..
Congress sarkar Zindabad..
Moral: Agar sacha hai aapka pyaar
to saath hai Bharat Sarkar..
Pyaar Vyaar To Ek Bahana Hai, Dil
Mile Na Mile Lips Ko Milana Hai, Ye
Style Hai Sab Ashiqon Ka, Kya
Kahe Doston Ye Dilip Kumar Ka Nahi
Emraan Hashmi Ka Zamana Hai!
तू :point_up_2: सफर मेरा:two_hearts: है तू :point_up_2: ही मेरी मंज़िल:sparkling_heart: तेरे :point_up_2: बिना गुज़ारा..!♡♡ ऐ दिल है मुश्किल...:gift_heart:
तू :point_up_2: मेरा खुदा..:dizzy: तूही :point_up_2: दुआ में शामिल.. तेरे :point_up_2: बिना गुज़ारा..!♡♡ ऐ दिल है मुश्किल... :gift_heart:
Apki Kanjusi Dil Ko Bha Gai
Hamain Bhi Apne Fone K Balance Ki Keemat Samajh Aa Gai
Socha Ab Apko Message Na Karein
Magar Ye Kambakht Dosti Hamain Yaad aa Gai
BEST RELATION ke network ke liye zaruri hai,
-yado ka recharge,
-sharart ka miss call,
-pyara sa sms,
-dil ki range,
-aur bharose ki lifetime validity.
Gum ki aahat bhi na aaye tere dar par,
pyar ka samunder ka tu bhi ek kinara ho,
kabhi bhool se jo tapke teri aankh se moti,
thame wohi jo tujhe sab se pyara ho !!!