• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Nikle the ek din ham chand ki talaash me; Chandni ki ek kiran pane ki aas me; Par na mila chand hame aur na mili chandni; Aur aj jab mera ghar roushni se bhara hai, tab chand khud aakar meri choukhat par khada hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mere pyar ko duniya mein koi samajh na paya. rote thay jab tanha koi mere sath na aaya. mita diya khud ko unke liye pyar mein. aur wo kehte hai ki mujhe pyar karna na aaya
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • नयी हवाओं की सोहबत बिगाड़ देती हैं, कबूतरों को खुली छत बिगाड़ देती हैं। जो जुर्म करते है इतने बुरे नहीं होते, सज़ा न देके अदालत बिगाड़ देती है।।
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dard Hua Hai Humein Aise likhne ka bhi kya fayda jo jhuta lage, Aise rang ka bhi kya fayda jo fika lage, Shayri woh hai jo dil se nikle, aur jise sunke, Har dil mein thoda sa to dard jage…..... Avtar rathore
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ajeeb saanehaa guzraa hai mujh pe aaj ki sham, Main aaj shaam tumhare hijar main udaas na tha, Ab aik saal to yeh aik gham hi kaafi hai, Tumhari salgiraah par bhi tumhare paas na tha
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Husn Ki aag Ko Choona Hai To Nazron Se Chhuo.. Hath Se Chhooke Jo Dekho Ge To Jal Jaoge.. Dil Lagane Ki Haseeno Se Na Karna Kabhi Galti.. Umr Bhar Warna Tadapne Ki Saza Paoge.. Waris ali*
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Why is it?? that, Some people are so lucky that even after hurting, They get so much love.... & Some are so unlucky that even after loving so much, They always get hurt !!! ♥ :(
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dil jalakar mera muskurate hai wo, Apni adat se kab baaz aate wo, Puch leta hain har har raaz mujhse mera apni har baat mujhse chupate hai wo.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ask my eyes to stop looking at you… Ask my brain to stop thinking about you.. Ask my imagination to stop dreaming about you.. Ask my heart to stop beating..ask me everything..But don-t u ever stop me from loving you.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Yaro Ki Mehfil Aise Jamai Jati Hai, Kholane Se Pahle Botal Hilayi Jati Hai, Fir Aawaz Lagayi Jati Hai, Aa Jao Dil Walo, Yanha Dard E Dil Ki Dawa Pilayi Jati Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dard Kya Hota Hai Batayenge Kisi Roz, Kamal Ki Ye Ghazal Sunayenge Kisi Roz Udne Do In Parindo Ko Azad Fizaon Mein Jo Mere Hue To Lout Ke Ayenge Kisi Roz…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Zindagi me do minute koi mere pas na batha. aaj sb mere pas baithe ja rahe the. koi tohfa na mila aaj tk mujhe, aaj phool hi phool diye ja rahe the. taras gye hum kisi ke hath se diye ek libaj ko, aaj nye-nye kapde odhaye ja rahe the. Do kadam sath na chalne ko tayar tha koi, aaj kafila banakar ja rahe the. Aaj pata chala ke 'MAUT'itnihas ­in hoti hai, Kambhakt "HUM" to yunhi jiye ja rahe the.....
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Itna kyu chaha ki use bhula na sake, Itna kyu pass gaye ki door ja na sake, Ab tanhai me baithe hai to sochte hai, Kyo chaha use jis se kabhi paa na sake....
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • JAB NAAM USKE HUMNE PURI ZINDEGANI KARDI. . DAGA DEKE USNE BEIMANI KARDI .. DOOR JANA HI THA USE - HUM SAMJHATE RAHE AUR USNE NAFARMANI KARDI...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • जाते हुए उसने सिफे इतना कहा था मुझसे ओ पागल ......... ............ .......... ........ ...... .... ... .. . अपनी जिँदगी जी लेना....... .......... ......... ........ ....... ...... ..... .... ... .. . वैसे प्यार अच्छा करते हो.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Koi ilzam Lga Kr To Saza Di Hoti Phir Meri Lash Sare-Bazar Jala Di Hoti Itni Nafrat Thi To Piyar Se Dekha Kioun Tha Mjhe Pehle Hi Meri Okat Bata Di Hoti Dekh Kar Zakham Mere Ankhain Chura Li Tu ne Poch Kar Kuch To Zkhmon Ki Dawa Di Hoti So Jata Main B Chain Se Jana Tu Ne Agar Shoq Se Aanchal Ki Hawa Di Hoti Zindagi Apni B Chain Se Guzar Jani Thi K Tu Ne Agar Pyar Se Dil Main Jaga Di Hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS